na.i tahqiq ne qatron se nikale dariya
ham ne dekha hai ki zarron se zamane nikle
Akmal Imaam
Akmal Imaam
Sherशेर
See all 10 →na.i tahqiq ne qatron se nikale dariya
नई तहक़ीक़ ने क़तरों से निकाले दरिया
'akmal' aaj ka insan kitna be-tahammul hai
'अकमल' आज का इंसाँ कितना बे-तहम्मुल है
apne ehsas ki shiddat ko bujhane ke liye
अपने एहसास की शिद्दत को बुझाने के लिए
ungliyon ke hunar se ai 'akmal'
उँगलियों के हुनर से ऐ 'अकमल'
mera saaya bhi baDh gaya mujh se
मेरा साया भी बढ़ गया मुझ से
fasad rokne kam-zarf log pahunche hain
फ़साद रोकने कम-ज़र्फ़ लोग पहुँचे हैं
Popular Sher & Shayari
20 total'akmal' aaj ka insan kitna be-tahammul hai
dil men kuchh khalish ubhri aur daagh di sazish
apne ehsas ki shiddat ko bujhane ke liye
main na.i tarz ke khush-fikr risale mangon
ungliyon ke hunar se ai 'akmal'
shakl paati hai chaak par miTTi
mera saaya bhi baDh gaya mujh se
is saliqe se ghaT gaya huun main
fasad rokne kam-zarf log pahunche hain
gharon men rah ga.e raushan zamir jitne the
zindagi ke bahut qarib na jaa
faasla kuchh to apne dhyaan mein rakh
meraa saaya bhi baDh gayaa mujh se
is saliqe se ghaT gayaa huun main
aarzu Tiis karb tanhaai
khud mein kitnaa simaT gayaa huun main
nai tahqiq ne qatron se nikaale dariyaa
ham ne dekhaa hai ki zarron se zamaane nikle
har ek harf se jiine kaa fan numaayaan ho
kuchh is tarah ki ibaarat nisaab mein likhiye
zehn mein ajnabi samton ke hain paikar lekin
dil ke aaine mein sab aks puraane nikle
Ghazalग़ज़ल
kamaan chhoD gae be-nazir jitne the
कमान छोड़ गए बे-नज़ीर जितने थे
hijr ki shaam se zakhmon ke doshaale maangun
हिज्र की शाम से ज़ख़्मों के दोशाले माँगूँ
silsile haadson ke dhyaan mein rakh
सिलसिले हादसों के ध्यान में रख
paD gai jaise aql par miTTi
पड़ गई जैसे अक़्ल पर मिट्टी
jab se qiston mein baT gayaa huun main
जब से क़िस्तों में बट गया हूँ मैं
zindagi tere ajab Thor-Thikaane nikle
ज़िंदगी तेरे अजब ठोर-ठिकाने निकले





