khush-nasibi hai tumhari sar pe hai jo maan ka haath
ham yatimon ko pata hai ye du'a kya chiiz hai

Amaan Ali Khan
Amaan Ali Khan
Sherशेर
See all 12 →khush-nasibi hai tumhari sar pe hai jo maan ka haath
ख़ुश-नसीबी है तुम्हारी सर पे है जो माँ का हाथ
dhuen ne bhinch di chikhen tabhi pata ye chala
धुएँ ने भींच दी चीख़ें तभी पता ये चला
us ne rakkha tha haath sahil par
उस ने रक्खा था हाथ साहिल पर
shab-e-gham ki yuun bhi main karta huun 'izzat
शब-ए-ग़म की यूँ भी मैं करता हूँ 'इज़्ज़त
sab yaar sochte the rahega vahi saman
सब यार सोचते थे रहेगा वही समाँ
kuchh der to Dare tiri jadugari se ham
कुछ देर तो डरे तिरी जादूगरी से हम
Popular Sher & Shayari
24 totaldhuen ne bhinch di chikhen tabhi pata ye chala
ki ghar men ek daricha bahut zaruri hai
us ne rakkha tha haath sahil par
tab se dariya men bhi sharare hain
shab-e-gham ki yuun bhi main karta huun 'izzat
ye shab 'umr men mujh se kaafi baDi hai
sab yaar sochte the rahega vahi saman
ik main hi bas bacha huun koi sau pachas men
kuchh der to Dare tiri jadugari se ham
phir dekhne lage tujhe sanjidgi se ham
khush-nasibi hai tumhaari sar pe hai jo maan kaa haath
ham yatimon ko pata hai ye du'aa kyaa chiiz hai
shab-e-gham ki yuun bhi main kartaa huun 'izzat
ye shab 'umr mein mujh se kaafi baDi hai
kuchh der to Dare tiri jaadugari se ham
phir dekhne lage tujhe sanjidgi se ham
us ne rakkhaa thaa haath saahil par
tab se dariyaa mein bhi sharaare hain
main ne dafnaae vaaldain apne
mujh se puchho ki hausla kyaa hai
saath jab chhoD gae meraa tum ai kuza-gar
khud ko majburi mein phir khud hi taraashaa main ne
Ghazalग़ज़ल
jo log aap se baDaa hi pyaar rakh chuke
जो लोग आप से बड़ा ही प्यार रख चुके
ye zindagi tamaam bitaa di hai pyaas mein
ये ज़िंदगी तमाम बिता दी है प्यास में
is daur-e-muflisi kaa ham ne 'ilaaj dekhaa
इस दौर-ए-मुफ़्लिसी का हम ने 'इलाज देखा
qaid se baahar main aanaa chaahtaa huun
क़ैद से बाहर मैं आना चाहता हूँ
is gham-e-dil kaa koi siraa hi nahin
इस ग़म-ए-दिल का कोई सिरा ही नहीं
akelaa jo rahaa har dam kisi kaa ho nahin saktaa
अकेला जो रहा हर दम किसी का हो नहीं सकता





