dekhta roz hai vo mujh ko magar jaane kyon
chand se apni koi baat nahin hoti hai

Amn Iqbal
Amn Iqbal
Sherशेर
See all 9 →dekhta roz hai vo mujh ko magar jaane kyon
देखता रोज़ है वो मुझ को मगर जाने क्यों
un ki khush-bu se mahakti hain hazaron sadiyan
उन की ख़ुशबू से महकती हैं हज़ारों सदियाँ
tere bas men hai mo'tabar kar de
तेरे बस में है मो'तबर कर दे
vasl ki raah nikalen to nikal sakti hai
वस्ल की राह निकालें तो निकल सकती है
du'a karo ki koi raah vasl ki nikle
दु'आ करो कि कोई राह वस्ल की निकले
hijr ka zakhm to ik pal men bhi bhar sakta hai
हिज्र का ज़ख़्म तो इक पल में भी भर सकता है
Popular Sher & Shayari
18 totalun ki khush-bu se mahakti hain hazaron sadiyan
phuul jo rah-e-mohabbat men bikhar jaate hain
tere bas men hai mo'tabar kar de
main huun qatra mujhe guhar kar de
vasl ki raah nikalen to nikal sakti hai
hijr hi apna muqaddar ho zaruri to nahin
du'a karo ki koi raah vasl ki nikle
tamam 'umr muhajir nahin rahenge ham
hijr ka zakhm to ik pal men bhi bhar sakta hai
vo agar chahen muqaddar bhi sanvar sakta hai
tere bas mein hai mo'tabar kar de
main huun qatra mujhe guhar kar de
dekhtaa roz hai vo mujh ko magar jaane kyon
chaand se apni koi baat nahin hoti hai
du'aa karo ki koi raah vasl ki nikle
tamaam 'umr muhaajir nahin raheinge ham
hijr kaa zakhm to ik pal mein bhi bhar saktaa hai
vo agar chaahein muqaddar bhi sanvar saktaa hai
log husn-o-adaa ke qaidi hain
aur ham rekhta ke qaidi hain
dekh kar tujh ko aaj barsi hain
ek muddat se khushk thiin aankhein
Ghazalग़ज़ल
qissa-e-zist mukhtasar hi nahin
क़िस्सा-ए-ज़ीस्त मुख़्तसर ही नहीं
sirf tasvir muskuraati hai
सिर्फ़ तस्वीर मुस्कुराती है
maal-o-zar hi tiraa sahaaraa hai
माल-ओ-ज़र ही तिरा सहारा है
kyaa bataaun ai mere yaar mujhe
क्या बताऊँ ऐ मेरे यार मुझे
dard-e-dil teri intihaa mujh ko
दर्द-ए-दिल तेरी इंतिहा मुझ को
tiri taaid mein duniyaa khaDi hai
तिरी ताईद में दुनिया खड़ी है





