"koi purana khat kuchh bhuli-bisri yaad zakhmon par vo lamhe marham hote hain"

Anjum Irfani
Anjum Irfani
Sherशेर
See all 23 →koi purana khat kuchh bhuli-bisri yaad
कोई पुराना ख़त कुछ भूली-बिसरी याद
charag chand shafaq shaam phuul jhiil saba
चराग़ चाँद शफ़क़ शाम फूल झील सबा
lauT kar yaqinan main ek roz a.unga
लौट कर यक़ीनन मैं एक रोज़ आऊँगा
safar men har qadam rah rah ke ye taklif hi dete
सफ़र में हर क़दम रह रह के ये तकलीफ़ ही देते
ada hua na kabhi mujh se ek sajda-e-shukr
अदा हुआ न कभी मुझ से एक सज्दा-ए-शुक्र
sar-e-rah mil ke bichhaD ga.e tha bas ek pal ka vo hadsa
सर-ए-राह मिल के बिछड़ गए था बस एक पल का वो हादसा
Popular Sher & Shayari
46 total"charag chand shafaq shaam phuul jhiil saba chura.in sab ne hi kuchh kuchh shabahaten teri"
"lauT kar yaqinan main ek roz a.unga palkon pe charaghon ka ehtimam kar lena"
"safar men har qadam rah rah ke ye taklif hi dete bahar-surat hamen in ablon ko phoD dena tha"
"ada hua na kabhi mujh se ek sajda-e-shukr main kis zaban se karunga shikayaten teri"
"sar-e-rah mil ke bichhaD ga.e tha bas ek pal ka vo hadsa mire sehn-e-dil men muqim hai vahi ek lamha azaab ka"
charaag chaand shafaq shaam phuul jhiil sabaa
churaain sab ne hi kuchh kuchh shabaahatein teri
adaa huaa na kabhi mujh se ek sajda-e-shukr
main kis zabaan se karungaa shikaayatein teri
safar mein har qadam rah rah ke ye taklif hi dete
bahar-surat hamein in aablon ko phoD denaa thaa
ham fanaa-nasibon ko aur kuchh nahin aataa
khuun sharaab kar lenaa jism jaam kar lenaa
lauT kar yaqinan main ek roz aaungaa
palkon pe charaaghon kaa ehtimaam kar lenaa
koi puraanaa khat kuchh bhuli-bisri yaad
zakhmon par vo lamhe marham hote hain
Ghazalग़ज़ल
ab is saada kahaani ko nayaa ik moD denaa thaa
अब इस सादा कहानी को नया इक मोड़ देना था
tesha-ba-kaf ko aaina-gar kah diyaa gayaa
तेशा-ब-कफ़ को आइना-गर कह दिया गया
is ne dekhaa hai sar-e-bazm sitamgar ki tarah
इस ने देखा है सर-ए-बज़्म सितमगर की तरह
ab kisi andhe safar ke liye tayyaar huaa chaahtaa hai
अब किसी अंधे सफ़र के लिए तय्यार हुआ चाहता है
fasil-e-jism pe shab-khun sharaartein teri
फ़सील-ए-जिस्म पे शब-ख़ूँ शरारतें तेरी
aur kuchh yaad nahin ab se na tab se puchho
और कुछ याद नहीं अब से न तब से पूछो





