gulab khvab sitare dhanak udaas charagh
paDi hai fasl-e-mohabbat kaTi-kaTa.i saba

A.R. Sahil 'Aleeg'
A.R. Sahil 'Aleeg'
Sherशेर
See all 9 →gulab khvab sitare dhanak udaas charagh
गुलाब ख़्वाब सितारे धनक उदास चराग़
piine paDte hain sainkaDon aansu
पीने पड़ते हैं सैंकड़ों आँसू
kya bata.un main ki tum ne kis ko saunpi hai haya
क्या बताऊँ मैं कि तुम ने किस को सौंपी है हया
is qadar mujh pe marti hai pagli koi
इस क़दर मुझ पे मरती है पगली कोई
shaam ke tan par saji jo surma.i poshak hai
शाम के तन पर सजी जो सुरमई पोशाक है
uTha ke haath dua mangne lage hain charagh
उठा के हाथ दुआ माँगने लगे हैं चराग़
Popular Sher & Shayari
18 totalpiine paDte hain sainkaDon aansu
dard khud to dava nahin hota
kya bata.un main ki tum ne kis ko saunpi hai haya
is liye socha miri khamoshiyan hi Thiik hain
is qadar mujh pe marti hai pagli koi
rone lagti hai d p haTane ke baad
shaam ke tan par saji jo surma.i poshak hai
ham charaghon ki faqat ye raushni poshak hai
uTha ke haath dua mangne lage hain charagh
to kar rahi hai bhala kaisi rahnuma.i saba
gulaab khvaab sitaare dhanak udaas charaagh
paDi hai fasl-e-mohabbat kaTi-kaTaai sabaa
ho na paae jab mukammal ishq kaa qissa to phir
shohratein rahne do ab gum-naamiyaan hi Thiik hain
piine paDte hain sainkaDon aansu
dard khud to davaa nahin hotaa
kyaa bataaun main ki tum ne kis ko saunpi hai hayaa
is liye sochaa miri khaamoshiyaan hi Thiik hain
is qadar mujh pe marti hai pagli koi
rone lagti hai d p haTaane ke baad
shaam ke tan par saji jo surmai poshaak hai
ham charaaghon ki faqat ye raushni poshaak hai
Ghazalग़ज़ल
yuun to hone ko kyaa nahin hotaa
यूँ तो होने को क्या नहीं होता
shaam ke tan par saji jo surmai poshaak hai
शाम के तन पर सजी जो सुरमई पोशाक है
Dhali jo raat bahut der muskuraai sabaa
ढली जो रात बहुत देर मुस्कुराई सबा
siyaasi nafraton ki zad mein aaeinge hamin kab tak
सियासी नफ़रतों की ज़द में आएँगे हमीं कब तक
ashkon se apni aankhein bhigotaa rahaa ghazaal
अश्कों से अपनी आँखें भिगोता रहा ग़ज़ाल
labon pe muskaan dil mein dahshat ajiib khilqat miri ghazaala
लबों पे मुस्कान दिल में दहशत अजीब ख़िल्क़त मिरी ग़ज़ाला





