kabhi khayal ke rishton ko bhi TaTol ke dekh
main tujh se duur sahi tujh se kuchh juda bhi nahin

Arif Abdul Mateen
Arif Abdul Mateen
Sherशेर
See all 8 →kabhi khayal ke rishton ko bhi TaTol ke dekh
कभी ख़याल के रिश्तों को भी टटोल के देख
vafa nigah ki talib hai imtihan ki nahin
वफ़ा निगाह की तालिब है इम्तिहाँ की नहीं
zaat ka a.ina jab dekha to hairani hui
ज़ात का आईना जब देखा तो हैरानी हुई
tha e'timad-e-husn se tu is qadar tahi
था ए'तिमाद-ए-हुस्न से तू इस क़दर तही
chand mere ghar men utra tha kahin Duuba na tha
चाँद मेरे घर में उतरा था कहीं डूबा न था
titliyan rangon ka mahshar hain kabhi socha na tha
तितलियाँ रंगों का महशर हैं कभी सोचा न था
Popular Sher & Shayari
16 totalvafa nigah ki talib hai imtihan ki nahin
vo meri ruuh men jhanke na azma.e mujhe
zaat ka a.ina jab dekha to hairani hui
main na tha goya koi mujh sa tha mere ru-ba-ru
tha e'timad-e-husn se tu is qadar tahi
a.ina dekhne ka tujhe hausla na tha
chand mere ghar men utra tha kahin Duuba na tha
ai mire suraj abhi aana tira achchha na tha
titliyan rangon ka mahshar hain kabhi socha na tha
un ko chhune par khula vo raaz jo khulta na thaa!
kabhi khayaal ke rishton ko bhi TaTol ke dekh
main tujh se duur sahi tujh se kuchh judaa bhi nahin
chaand mere ghar mein utraa thaa kahin Duubaa na thaa
ai mire suraj abhi aanaa tiraa achchhaa na thaa
vafaa nigaah ki taalib hai imtihaan ki nahin
vo meri ruuh mein jhaanke na aazmaae mujhe
hamin ne raaston ki khaak chhaani
hamin aae hain tere paas chal ke
zaat kaa aaina jab dekhaa to hairaani hui
main na thaa goyaa koi mujh saa thaa mere ru-ba-ru
thaa e'timaad-e-husn se tu is qadar tahi
aaina dekhne kaa tujhe hausla na thaa
Ghazalग़ज़ल
chhupaae dil mein ham akasr tiri talab bhi chale
छुपाए दिल में हम अक्सर तिरी तलब भी चले
DhunDhtaa huun sar-e-sahraa-e-tamannaa khud ko
ढूँढता हूँ सर-ए-सहरा-ए-तमन्ना ख़ुद को
titliyaan rangon kaa mahshar hain kabhi sochaa na thaa
तितलियाँ रंगों का महशर हैं कभी सोचा न था
ham bhi naadaan hain samajhte hain ki chhaT jaaegi
हम भी नादाँ हैं समझते हैं कि छट जाएगी
meri soch laraz uTThi hai dekh ke pyaar kaa ye 'aalam
मेरी सोच लरज़ उट्ठी है देख के प्यार का ये 'आलम
ruuh ke jalte kharaabe kaa mudaavaa bhi nahin
रूह के जलते ख़राबे का मुदावा भी नहीं





