fasle aise ki ik umr men tai ho na saken
qurbaten aisi ki khud mujh men janam hai us ka

Baqar Mehdi
Baqar Mehdi
Sherशेर
See all 20 →fasle aise ki ik umr men tai ho na saken
फ़ासले ऐसे कि इक उम्र में तय हो न सकें
mujhe dushman se apne ishq sa hai
मुझे दुश्मन से अपने इश्क़ सा है
is shahr men hai kaun hamara tire siva
इस शहर में है कौन हमारा तिरे सिवा
ye kis jagah pe qadam ruk ga.e hain kya kahiye
ये किस जगह पे क़दम रुक गए हैं क्या कहिए
jaane kyuun un se milte rahte hain
जाने क्यूँ उन से मिलते रहते हैं
sailab-e-zindagi ke sahare baDhe chalo
सैलाब-ए-ज़िंदगी के सहारे बढ़े चलो
Popular Sher & Shayari
40 totalmujhe dushman se apne ishq sa hai
main tanha aadmi ki dosti huun
is shahr men hai kaun hamara tire siva
ye kya ki tu bhi apna kabhi ham-nava na ho
ye kis jagah pe qadam ruk ga.e hain kya kahiye
ki manzilon ke nishan tak miTa ke baiThe hain
jaane kyuun un se milte rahte hain
khush vo kya honge jab khafa hi nahin
sailab-e-zindagi ke sahare baDhe chalo
sahil pe rahne valon ka nam-o-nishan nahin
is shahr mein hai kaun hamaaraa tire sivaa
ye kyaa ki tu bhi apnaa kabhi ham-navaa na ho
jaane kin mushkilon se jiite hain
kyaa karein koi mehrbaan na rahaa
ham milein yaa na milein phir bhi kabhi khvaabon mein
muskuraati hui aaeingi hamaari baatein
jaane kyuun un se milte rahte hain
khush vo kyaa honge jab khafaa hi nahin
aisi begaanagi nahin dekhi
ab kisi kaa koi yahaan na rahaa
sailaab-e-zindagi ke sahaare baDhe chalo
saahil pe rahne vaalon kaa naam-o-nishaan nahin
Ghazalग़ज़ल
badal ke rakh deinge ye tasavvur ki aadmi kaa vaqaar kyaa hai
बदल के रख देंगे ये तसव्वुर कि आदमी का वक़ार क्या है
mahfilon mein jaa ke ghabraayaa kiye
महफ़िलों में जा के घबराया किए
kaun bhalaa ye kahtaa hai khud aa ke ham ko manaaein aap
कौन भला ये कहता है ख़ुद आ के हम को मनाएँ आप
tabaah ho ke bhi ik apni aan baaqi hai
तबाह हो के भी इक अपनी आन बाक़ी है
saada kaaghaz pe koi naam kabhi likh lenaa!
सादा काग़ज़ पे कोई नाम कभी लिख लेना!
jo zamaane kaa ham-zabaan na rahaa
जो ज़माने का हम-ज़बाँ न रहा





