darbanon tak ke chehre ra.unat se maskh hain
dast-e-talab liye hue phir bhi khaDe hain log

Ejaz Warsi
Ejaz Warsi
Sherशेर
See all 7 →darbanon tak ke chehre ra.unat se maskh hain
दरबानों तक के चेहरे रऊनत से मस्ख़ हैं
main us ke aib us ko batata bhi kis tarah
मैं उस के ऐब उस को बताता भी किस तरह
barson men bhi chhu jaa.e kisi ko to ghanimat
बरसों में भी छू जाए किसी को तो ग़नीमत
ai sang-e-astan mire sajdon ki laaj rakh
ऐ संग-ए-आस्ताँ मिरे सज्दों की लाज रख
chaDhte suraj ki mudarat se pahle 'ejaz'
चढ़ते सूरज की मुदारात से पहले 'एजाज़'
aap aa.e hain haal puchha hai
आप आए हैं हाल पूछा है
Popular Sher & Shayari
14 totalmain us ke aib us ko batata bhi kis tarah
vo shakhs aaj tak mujhe tanha nahin mila
barson men bhi chhu jaa.e kisi ko to ghanimat
khushbu-e-vafa yaaro baDi sust-qadam hai
ai sang-e-astan mire sajdon ki laaj rakh
aaya huun e'tiraf-e-shikast-e-khudi liye
chaDhte suraj ki mudarat se pahle 'ejaz'
soch lo kitne charagh us ne bujha.e honge
aap aa.e hain haal puchha hai
ham ne aise bhi khvab dekhe hain
aap aae hain haal puchhaa hai
ham ne aise bhi khvaab dekhe hain
main us ke aib us ko bataataa bhi kis tarah
vo shakhs aaj tak mujhe tanhaa nahin milaa
raah-rau bach ke chal darakhton se
dhuup dushman nahin hai saae hain
chaDhte suraj ki mudaaraat se pahle 'ejaaz'
soch lo kitne charaagh us ne bujhaae honge
barson mein bhi chhu jaae kisi ko to ghanimat
khushbu-e-vafaa yaaro baDi sust-qadam hai
ai sang-e-aastaan mire sajdon ki laaj rakh
aayaa huun e'tiraaf-e-shikast-e-khudi liye
Ghazalग़ज़ल
jis ko dekho bevafaa hai aainon ke shahr mein
जिस को देखो बेवफ़ा है आइनों के शहर में
yaad un ki dil mein aai vo aasudgi liye
याद उन की दिल में आई वो आसूदगी लिए
kisi ke shikva-haa-e-jaur se vaaqif zabaan kyuun ho
किसी के शिकवा-हा-ए-जौर से वाक़िफ़ ज़बाँ क्यूँ हो
kaar-e-khair itnaa to ai laghzish-e-paa ho jaataa
कार-ए-ख़ैर इतना तो ऐ लग़्ज़िश-ए-पा हो जाता
madaava-e-junun sair-e-gulistaan se nahin hotaa
मदावा-ए-जुनूँ सैर-ए-गुलिस्ताँ से नहीं होता
raah-e-talab mein ahl-e-dil jab had-e-aam se baDhe
राह-ए-तलब में अहल-ए-दिल जब हद-ए-आम से बढ़े





