sabhi ke diip sundar hain hamare kya tumhare kya
ujala har taraf hai is kinare us kinare kya

Hafeez Banarasi
Hafeez Banarasi
Sherशेर
See all 25 →sabhi ke diip sundar hain hamare kya tumhare kya
सभी के दीप सुंदर हैं हमारे क्या तुम्हारे क्या
kabhi khirad kabhi divangi ne luuT liya
कभी ख़िरद कभी दीवानगी ने लूट लिया
tadbir ke dast-e-rangin se taqdir darakhshan hoti hai
तदबीर के दस्त-ए-रंगीं से तक़दीर दरख़्शाँ होती है
hisar-e-zat ke divar-o-dar men qaid rahe
हिसार-ए-ज़ात के दीवार-ओ-दर में क़ैद रहे
kuchh is ke sanvar jaane ki tadbir nahin hai
कुछ इस के सँवर जाने की तदबीर नहीं है
gumshudgi hi asl men yaaro rah-numa.i karti hai
गुमशुदगी ही अस्ल में यारो राह-नुमाई करती है
Popular Sher & Shayari
50 totalkabhi khirad kabhi divangi ne luuT liya
tarah tarah se hamen zindagi ne luuT liya
tadbir ke dast-e-rangin se taqdir darakhshan hoti hai
qudrat bhi madad farmati hai jab koshish-e-insan hoti hai
hisar-e-zat ke divar-o-dar men qaid rahe
tamam umr ham apne hi ghar men qaid rahe
kuchh is ke sanvar jaane ki tadbir nahin hai
duniya hai tiri zulf-e-girah-gir nahin hai
gumshudgi hi asl men yaaro rah-numa.i karti hai
raah dikhane vaale pahle barson raah bhaTakte hain
ye kis maqaam pe laai hai zindagi ham ko
hansi labon pe hai siine mein gham kaa daftar hai
us se baDh kar kiyaa milegaa aur inaam-e-junun
ab to vo bhi kah rahe hain apnaa divaana mujhe
sabhi ke diip sundar hain hamaare kyaa tumhaare kyaa
ujaalaa har taraf hai is kinaare us kinaare kyaa
kuchh is ke sanvar jaane ki tadbir nahin hai
duniyaa hai tiri zulf-e-girah-gir nahin hai
dushmanon ki jafaa kaa khauf nahin
doston ki vafaa se Darte hain
vo baat 'hafiz' ab nahin milti kisi shai mein
jalvon mein kami hai ki nigaahon mein kami hai
Ghazalग़ज़ल
pyaar mein ziist mujhe raas kahaan aai hai
प्यार में ज़ीस्त मुझे रास कहाँ आई है
asar mein aataa gayaa main tiri sakhaavat ke
असर में आता गया मैं तिरी सख़ावत के
kab hai had-e-imkaani mein
कब है हद-ए-इम्कानी में
dhuup ko chhaanv likhun sang ko shisha likkhun
धूप को छाँव लिखूँ संग को शीशा लिक्खूँ
jab bhi tiri yaadon ki chalne lagi purvaai
जब भी तिरी यादों की चलने लगी पुर्वाई
ye kaisi havaa-e-gham-o-aazaar chali hai
ये कैसी हवा-ए-ग़म-ओ-आज़ार चली है





