zakhm jo tu ne diye tujh ko dikha to duun magar
paas tere bhi nasihat ke siva hai aur kya

Irfan Ahmad
Irfan Ahmad
Sherशेर
See all 8 →zakhm jo tu ne diye tujh ko dikha to duun magar
ज़ख़्म जो तू ने दिए तुझ को दिखा तो दूँ मगर
har lamha mere dhyan men rahta tha ek shakhs
हर लम्हा मेरे ध्यान में रहता था एक शख़्स
gham-e-hayat ne bakhshe hain saare sannaTe
ग़म-ए-हयात ने बख़्शे हैं सारे सन्नाटे
akele paar utar ke bahut hai ranj mujhe
अकेले पार उतर के बहुत है रंज मुझे
tark-e-ta.alluqat ki bas intiha na puchh
तर्क-ए-तअल्लुक़ात की बस इंतिहा न पूछ
nashsha tha zindagi ka sharabon se tez-tar
नश्शा था ज़िंदगी का शराबों से तेज़-तर
Popular Sher & Shayari
16 totalhar lamha mere dhyan men rahta tha ek shakhs
phir yuun hua vo dhyan se aage nikal gaya
gham-e-hayat ne bakhshe hain saare sannaTe
kabhi hamare bhi pahlu men dil dhaDakta tha
akele paar utar ke bahut hai ranj mujhe
main us ka bojh uTha kar bhi tair sakta tha
tark-e-ta.alluqat ki bas intiha na puchh
ab ke to main ne tark kiya apne aap ko
nashsha tha zindagi ka sharabon se tez-tar
ham gir paDe to maut uTha le ga.i hamen
jaane kis shahr mein aabaad hai tu
ham hain barbaad yahaan tere baad
nashsha thaa zindagi kaa sharaabon se tez-tar
ham gir paDe to maut uThaa le gai hamein
akele paar utar ke bahut hai ranj mujhe
main us kaa bojh uThaa kar bhi tair saktaa thaa
gham-e-hayaat ne bakhshe hain saare sannaaTe
kabhi hamaare bhi pahlu mein dil dhaDaktaa thaa
ujlat mein aasmaan se aage nikal gayaa
main apne hi makaan se aage nikal gayaa
zakhm jo tu ne diye tujh ko dikhaa to duun magar
paas tere bhi nasihat ke sivaa hai aur kyaa
Ghazalग़ज़ल
thoDi si duur teri sadaa le gai hamein
थोड़ी सी दूर तेरी सदा ले गई हमें
sakht viraan hai jahaan tere baad
सख़्त वीराँ है जहाँ तेरे बाद
naqaab chehre se us ke kabhi saraktaa thaa
नक़ाब चेहरे से उस के कभी सरकता था
ek zahrili rifaaqat ke sivaa hai aur kyaa
एक ज़हरीली रिफ़ाक़त के सिवा है और क्या
hai dard ke intisaab saa kuchh
है दर्द के इंतिसाब सा कुछ





