pesh to hoga adalat men muqadma be-shak
jurm qatil hi ke sar ho ye zaruri to nahin

Jagat Mohan Lal Ravan
Jagat Mohan Lal Ravan
Sherशेर
See all 12 →pesh to hoga adalat men muqadma be-shak
पेश तो होगा अदालत में मुक़दमा बे-शक
samne tarif ghibat men gila
सामने तारीफ़ ग़ीबत में गिला
us ko khizan ke aane ka kya ranj kya qalaq
उस को ख़िज़ाँ के आने का क्या रंज क्या क़लक़
toDa hai dam abhi abhi bimar-e-hijr ne
तोड़ा है दम अभी अभी बीमार-ए-हिज्र ने
agar kuchh roz zinda rah ke mar jaana muqaddar hai
अगर कुछ रोज़ ज़िंदा रह के मर जाना मुक़द्दर है
kuchh iztirab-e-ishq ka aalam na puchhiye
कुछ इज़्तिराब-ए-इश्क़ का आलम न पूछिए
Popular Sher & Shayari
24 totalsamne tarif ghibat men gila
aap ke dil ki safa.i dekh li
us ko khizan ke aane ka kya ranj kya qalaq
rote kaTa ho jis ko zamana bahar ka
toDa hai dam abhi abhi bimar-e-hijr ne
aa.e magar huzur ko takhir ho ga.i
agar kuchh roz zinda rah ke mar jaana muqaddar hai
to is duniya men akhir ba.is-e-takhliq-e-jan kya tha
kuchh iztirab-e-ishq ka aalam na puchhiye
bijli taDap rahi thi ki jaan is badan men thi
hanse bhi roe bhi lekin na samjhe
khushi kyaa chiiz hai duniyaa mein gham kyaa
yahi hasti isi hasti ke kuchh TuuTe hue rishte
vagarna aisaa parda mere un ke darmiyaan kyaa thaa
pesh to hogaa adaalat mein muqadmaa be-shak
jurm qaatil hi ke sar ho ye zaruri to nahin
saamne taarif ghibat mein gila
aap ke dil ki safaai dekh li
abhi tak fasl-e-gul mein ik sadaa-e-dard aati hai
vahaan ki khaak se pahle jahaan thaa aashiyaan meraa
kuchh iztiraab-e-ishq kaa aalam na puchhiye
bijli taDap rahi thi ki jaan is badan mein thi
Ghazalग़ज़ल
yunhi gar har saans mein thoDi kami ho jaaegi
यूँही गर हर साँस में थोड़ी कमी हो जाएगी
gul-e-viraana huun koi nahin hai qadr-daan meraa
गुल-ए-वीराना हूँ कोई नहीं है क़द्र-दाँ मेरा
gharaz rahbar se kyaa mujh ko gila hai jazb-e-kaamil se
ग़रज़ रहबर से क्या मुझ को गिला है जज़्ब-ए-कामिल से
jiine mein thi na nazaa ke ranj o mehan mein thi
जीने में थी न नज़अ के रंज ओ मेहन में थी
sab ko gumaan bhi ki main aagaah-e-raaz thaa
सब को गुमान भी कि मैं आगाह-ए-राज़ था
anjaam ye huaa hai dil-e-be-qaraar kaa
अंजाम ये हुआ है दिल-ए-बे-क़रार का





