hami vo ilm ke raushan charagh hain jin ko
hava bujhati nahin hai salam karti hai

Khalid Nadeem Shaani
Khalid Nadeem Shaani
Sherशेर
See all 8 →hami vo ilm ke raushan charagh hain jin ko
हमी वो इल्म के रौशन चराग़ हैं जिन को
kahan se aa.i thi akhir tiri talab mujh men
कहाँ से आई थी आख़िर तिरी तलब मुझ में
main agar khud ko maar Dalun to
मैं अगर ख़ुद को मार डालूँ तो
hazrat-e-josh ke divan ka jab zikr chale
हज़रत-ए-जोश के दीवान का जब ज़िक्र चले
dard ki chaah men pahle to kuredun shab-bhar
दर्द की चाह में पहले तो कुरेदूँ शब-भर
miri arzuon ke siip ka kisi ab-e-naisan se mel kar
मिरी आरज़ुओं के सीप का किसी आब-ए-नैसाँ से मेल कर
Popular Sher & Shayari
16 totalkahan se aa.i thi akhir tiri talab mujh men
khuda ne mujh ko banaya to main akela tha
main agar khud ko maar Dalun to
kya bachega tiri kahani men
hazrat-e-josh ke divan ka jab zikr chale
kitni hasrat se hamen urdu zaban dekhti hai
dard ki chaah men pahle to kuredun shab-bhar
phir usi zakhm ko siine ka maza leta huun
miri arzuon ke siip ka kisi ab-e-naisan se mel kar
mujhe ashna-e-visal kar miri bekali ko qarar de
tum in lakiron mein ik khushi bhi talaash kar lo to moajiza hai
ki main to bachpan se jaantaa huun miri hatheli kaa naam dukh hai
hazrat-e-josh ke divaan kaa jab zikr chale
kitni hasrat se hamein urdu zabaan dekhti hai
hami vo ilm ke raushan charaagh hain jin ko
havaa bujhaati nahin hai salaam karti hai
jis tarah aap ne bimaar se rukhsat li hai
saaf lagtaa hai janaaze mein nahin aaeinge
kahaan se aai thi aakhir tiri talab mujh mein
khudaa ne mujh ko banaayaa to main akelaa thaa
main agar khud ko maar Daalun to
kyaa bachegaa tiri kahaani mein
Ghazalग़ज़ल
adaaein tum banaa lenaa ishaare main banaaungaa
अदाएँ तुम बना लेना इशारे मैं बनाऊँगा
labon pe muhr kaa e'laan bhi nahin samjhaa
लबों पे मुहर का ए'लान भी नहीं समझा
hue jo saath nazaaron ne rashk karnaa hai
हुए जो साथ नज़ारों ने रश्क करना है
is tarah khvaab-safine kaa mazaa letaa huun
इस तरह ख़्वाब-सफ़ीने का मज़ा लेता हूँ
ye jo zahr hai tire qurb kaa mire rom rom utaar de
ये जो ज़हर है तिरे क़ुर्ब का मिरे रोम रोम उतार दे
kis mohabbat se ye hijrat ke nishaan dekhti hai
किस मोहब्बत से ये हिजरत के निशाँ देखती है





