main itni raushni phaila chuka huun
ki bujh bhi ja.un to ab gham nahin hai

Mahshar Badayuni
Mahshar Badayuni
Sherशेर
See all 7 →main itni raushni phaila chuka huun
मैं इतनी रौशनी फैला चुका हूँ
ab hava.en hi karengi raushni ka faisla
अब हवाएँ ही करेंगी रौशनी का फ़ैसला
ham ko bhi khush-numa nazar aa.i hai zindagi
हम को भी ख़ुश-नुमा नज़र आई है ज़िंदगी
jis ke liye bachcha roya tha aur ponchhe the aansu baaba ne
जिस के लिए बच्चा रोया था और पोंछे थे आँसू बाबा ने
har patti bojhal ho ke giri sab shakhen jhuk kar TuuT ga.iin
हर पत्ती बोझल हो के गिरी सब शाख़ें झुक कर टूट गईं
abhi sar ka lahu thamne na paaya
अभी सर का लहू थमने न पाया
Popular Sher & Shayari
14 totalab hava.en hi karengi raushni ka faisla
jis diye men jaan hogi vo diya rah ja.ega
ham ko bhi khush-numa nazar aa.i hai zindagi
jaise sarab duur se dariya dikha.i de
jis ke liye bachcha roya tha aur ponchhe the aansu baaba ne
vo bachcha ab bhi zinda hai vo mahnga khilauna TuuT gaya
har patti bojhal ho ke giri sab shakhen jhuk kar TuuT ga.iin
us barish hi se fasl ujDi jis barish se tayyar hui
abhi sar ka lahu thamne na paaya
udhar se ek patthar aur aaya
main itni raushni phailaa chukaa huun
ki bujh bhi jaaun to ab gham nahin hai
ham ko bhi khush-numaa nazar aai hai zindagi
jaise saraab duur se dariyaa dikhaai de
ab havaaein hi kareingi raushni kaa faisla
jis diye mein jaan hogi vo diyaa rah jaaegaa
jis ke liye bachcha royaa thaa aur ponchhe the aansu baabaa ne
vo bachcha ab bhi zinda hai vo mahngaa khilaunaa TuuT gayaa
har patti bojhal ho ke giri sab shaakhein jhuk kar TuuT gaiin
us baarish hi se fasl ujDi jis baarish se tayyaar hui
abhi sar kaa lahu thamne na paayaa
udhar se ek patthar aur aayaa
Ghazalग़ज़ल
kahin sahraa mein jo dariyaa dekhein
कहीं सहरा में जो दरिया देखें
hamaare haath the suraj nae jahaanon ke
हमारे हाथ थे सूरज नए जहानों के
taair ke liye din raat kaa Dar
ताइर के लिए दिन रात का डर
thaa main aakhir usi mausam ki fazaa mein pahle
था मैं आख़िर उसी मौसम की फ़ज़ा में पहले
aise ghurbat mein baiThaa huun jaise baDaa baar-e-sar rakh diyaa
ऐसे ग़ुर्बत में बैठा हूँ जैसे बड़ा बार-ए-सर रख दिया
haar kar jang ham nahin aae
हार कर जंग हम नहीं आए





