dhire dhire sar men aa kar bhar gaya barson ka shor
rafta rafta arzu-e-dil dhuan hone lagi
Mohammad Yaqoob Aamir
Mohammad Yaqoob Aamir
Sherशेर
See all 11 →dhire dhire sar men aa kar bhar gaya barson ka shor
धीरे धीरे सर में आ कर भर गया बरसों का शोर
bad-e-nafrat phir mohabbat ko zaban darkar hai
बाद-ए-नफ़रत फिर मोहब्बत को ज़बाँ दरकार है
har naya rasta nikalta hai jo manzil ke liye
हर नया रस्ता निकलता है जो मंज़िल के लिए
mujhe bhi khud na tha ehsas apne hone ka
मुझे भी ख़ुद न था एहसास अपने होने का
na samjhe ashk-fishani ko koi mayusi
न समझे अश्क-फ़िशानी को कोई मायूसी
sar ke niche iinT rakh kar umr bhar soya hai tu
सर के नीचे ईंट रख कर उम्र भर सोया है तू
Popular Sher & Shayari
22 totalbad-e-nafrat phir mohabbat ko zaban darkar hai
phir aziz-e-jan vahi urdu zaban hone lagi
har naya rasta nikalta hai jo manzil ke liye
ham se kahta hai purani rahguzar kuchh bhi nahin
mujhe bhi khud na tha ehsas apne hone ka
tiri nigah men apna maqam khone tak
na samjhe ashk-fishani ko koi mayusi
hai dil men aag agar aankh men bhi paani hai
sar ke niche iinT rakh kar umr bhar soya hai tu
akhiri bistar bhi 'amir' tera farsh-e-khak tha
na samjhe ashk-fishaani ko koi maayusi
hai dil mein aag agar aankh mein bhi paani hai
main aaj kal ke tasavvur se shaad-kaam to huun
ye aur baat ki do pal ki zindagaani hai
baad-e-nafrat phir mohabbat ko zabaan darkaar hai
phir aziz-e-jaan vahi urdu zabaan hone lagi
dhire dhire sar mein aa kar bhar gayaa barson kaa shor
rafta rafta aarzu-e-dil dhuaan hone lagi
har nayaa rasta nikaltaa hai jo manzil ke liye
ham se kahtaa hai puraani rahguzar kuchh bhi nahin
mujhe bhi khud na thaa ehsaas apne hone kaa
tiri nigaah mein apnaa maqaam khone tak
Ghazalग़ज़ल
agarche haal o havaadis ki hukmaraani hai
अगरचे हाल ओ हवादिस की हुक्मरानी है
na puchho zist-fasaana tamaam hone tak
न पूछो ज़ीस्त-फ़साना तमाम होने तक
ik khalaa saa hai jidhar dekho idhar kuchh bhi nahin
इक ख़ला सा है जिधर देखो इधर कुछ भी नहीं
chand ghanTe shor o ghul ki zindagi chaaron taraf
चंद घंटे शोर ओ ग़ुल की ज़िंदगी चारों तरफ़
kyaa huaa ham se jo duniyaa bad-gumaan hone lagi
क्या हुआ हम से जो दुनिया बद-गुमाँ होने लगी
aatish-e-gham mein bhabhukaa dida-e-namnaak thaa
आतिश-ए-ग़म में भभूका दीदा-ए-नमनाक था





