"har ik fiqre pe hai jhiDki to hai har baat par gaali tum aise khub-surat ho ke itne bad-zaban kyuun ho"
Munshi Debi Parshad Sahar Badayuni
Munshi Debi Parshad Sahar Badayuni
Sherशेर
See all 11 →har ik fiqre pe hai jhiDki to hai har baat par gaali
हर इक फ़िक़रे पे है झिड़की तो है हर बात पर गाली
chaar bose to diya kijiye tankhvah mujhe
चार बोसे तो दिया कीजिए तनख़्वाह मुझे
hidayat shaikh karte the bahut bahr-e-namaz akasr
हिदायत शैख़ करते थे बहुत बहर-ए-नमाज़ अक्सर
na laDao nazar raqibon se
न लड़ाओ नज़र रक़ीबों से
jo tere gunah bakhshega vaa.iz vo mire bhi
जो तेरे गुनह बख़्शेगा वाइ'ज़ वो मिरे भी
malak-ul-maut mo.azzin hai mira vasl ki raat
मलक-उल-मौत मोअज़्ज़िन है मिरा वस्ल की रात
Popular Sher & Shayari
22 total"chaar bose to diya kijiye tankhvah mujhe ek bose pe mira khaak guzara hoga"
"hidayat shaikh karte the bahut bahr-e-namaz akasr jo paDhna bhi paDi to ham ne Taali be-vazu barson"
"na laDao nazar raqibon se kaam achchha nahin laDa.i ka"
"jo tere gunah bakhshega vaa.iz vo mire bhi kya tera khuda aur hai bande ka khuda aur"
"malak-ul-maut mo.azzin hai mira vasl ki raat dam nikal jaata hai jab vaqt-e-azan aata hai"
jo tere gunah bakhshegaa vaaiz vo mire bhi
kyaa teraa khudaa aur hai bande kaa khudaa aur
hidaayat shaikh karte the bahut bahr-e-namaaz akasr
jo paDhnaa bhi paDi to ham ne Taali be-vazu barson
hujum-e-ranj-o-gham-o-dard hai marun kyunkar
qadam uThaaun jo aage kushaada raah mile
aankh apni tiri abru pe jami rahti hai
roz is bait pe ham saad kiyaa karte hain
malak-ul-maut moazzin hai miraa vasl ki raat
dam nikal jaataa hai jab vaqt-e-azaan aataa hai
har ik fiqre pe hai jhiDki to hai har baat par gaali
tum aise khub-surat ho ke itne bad-zabaan kyuun ho
Ghazalग़ज़ल
vasl se tab bhare hamaaraa peT
वस्ल से तब भरे हमारा पेट
ghar se vo ghairat-e-pari niklaa
घर से वो ग़ैरत-ए-परी निकला
hosh-o-shakeb-o-taab-o-sabr-o-qaraar paancho
होश-ओ-शकेब-ओ-ताब-ओ-सब्र-ओ-क़रार पांचों
jo mehrbaan kahin vo rashk-e-maah ho jaave
जो मेहरबाँ कहीं वो रश्क-ए-माह हो जावे
qaatil ke kuche mein hama-tan jaaun ban ke paanv
क़ातिल के कूचे में हमा-तन जाऊँ बन के पाँव
zinat-e-unvaan hai mazmun aalam-e-tauhid kaa
ज़ीनत-ए-उनवाँ है मज़मूँ आलम-ए-तौहीद का





