kah raha hai shor-e-dariya se samundar ka sukut
jis ka jitna zarf hai utna hi vo khamosh hai

Natiq Lakhnavi
Natiq Lakhnavi
Sherशेर
See all 14 →kah raha hai shor-e-dariya se samundar ka sukut
कह रहा है शोर-ए-दरिया से समुंदर का सुकूत
ai sham.a tujh pe raat ye bhari hai jis tarah
ऐ शम्अ' तुझ पे रात ये भारी है जिस तरह
sadqe tire hote hain suraj bhi sitare bhi
सदक़े तिरे होते हैं सूरज भी सितारे भी
mar mar ke agar shaam to ro ro ke sahar ki
मर मर के अगर शाम तो रो रो के सहर की
dil hai kis ka jis men arman aap ka rahta nahin
दिल है किस का जिस में अरमाँ आप का रहता नहीं
ibtida se aaj tak 'natiq' ki ye hai sarguzisht
इब्तिदा से आज तक 'नातिक़' की ये है सरगुज़िश्त
Popular Sher & Shayari
28 totalai sham.a tujh pe raat ye bhari hai jis tarah
main ne tamam umr guzari hai is tarah
sadqe tire hote hain suraj bhi sitare bhi
ham kis se kahen dil hai siine men hamare bhi
mar mar ke agar shaam to ro ro ke sahar ki
yuun zindagi ham ne tiri duuri men basar ki
dil hai kis ka jis men arman aap ka rahta nahin
farq itna hai ki sab kahte hain main kahta nahin
ibtida se aaj tak 'natiq' ki ye hai sarguzisht
pahle chup tha phir hua divana ab behosh hai
miri jaanib se un ke dil mein kis shikve pe kiina hai
vo shikva jo zabaan par kyaa abhi dil mein nahin aayaa
sadqe tire hote hain suraj bhi sitaare bhi
ham kis se kahein dil hai siine mein hamaare bhi
mar mar ke agar shaam to ro ro ke sahar ki
yuun zindagi ham ne tiri duuri mein basar ki
ibtidaa se aaj tak 'naatiq' ki ye hai sarguzisht
pahle chup thaa phir huaa divaana ab behosh hai
dil hai kis kaa jis mein armaan aap kaa rahtaa nahin
farq itnaa hai ki sab kahte hain main kahtaa nahin
dil rahe yaa na rahe zakhm bhare yaa na bhare
chaarasaazon ki khushaamad mujhe manzur nahin
Ghazalग़ज़ल
hai vahi naaz-aafrin aaina-e-niyaaz mein
है वही नाज़-आफ़रीं आईना-ए-नियाज़ में
mujh se afsurda na ai josh-e-bahaaraan honaa
मुझ से अफ़्सुर्दा न ऐ जोश-ए-बहाराँ होना
ye dil nahin nuur kaa hai shoala kisi ko is se zarar nahin hai
ये दिल नहीं नूर का है शो'ला किसी को इस से ज़रर नहीं है
be-dilon ki aabru rah jaaegi
बे-दिलों की आबरू रह जाएगी
khun-e-dil kaa jo kuchh ashkon se pata miltaa hai
ख़ून-ए-दिल का जो कुछ अश्कों से पता मिलता है
jo mere dil mein sahv tiri yaad se huaa
जो मेरे दिल में सहव तिरी याद से हुआ





