"main sochta huun mujhe intizar kis ka hai kivaD raat ko ghar ka agar khula rah jaa.e"

Sabir Zafar
Sabir Zafar
Sherशेर
See all 49 →main sochta huun mujhe intizar kis ka hai
मैं सोचता हूँ मुझे इंतिज़ार किस का है
vo jaag raha ho shayad ab tak
वो जाग रहा हो शायद अब तक
main ne ghaTe ka bhi ik sauda kiya
मैं ने घाटे का भी इक सौदा किया
main aise jamghaTe men kho gaya huun
मैं ऐसे जमघटे में खो गया हूँ
umr bhar likhte rahe phir bhi varaq saada raha
उम्र भर लिखते रहे फिर भी वरक़ सादा रहा
shaam se pahle tiri shaam na hone dunga
शाम से पहले तिरी शाम न होने दूँगा
Popular Sher & Shayari
98 total"vo jaag raha ho shayad ab tak ye soch ke main bhi jagta huun"
"main ne ghaTe ka bhi ik sauda kiya jis se jo va.ada kiya puura kiya"
"main aise jamghaTe men kho gaya huun jahan mere siva koi nahin hai"
"umr bhar likhte rahe phir bhi varaq saada raha jaane kya lafz the jo ham se na tahrir hue"
"shaam se pahle tiri shaam na hone dunga zindagi main tujhe nakam na hone dunga"
us se bichhaD ke ek usi kaa haal nahin main jaan sakaa
vaise khabar to har pal mujh tak duniyaa bhar ki aati rahi
ham itnaa chaahte the ek dusre ko 'zafar'
main us ki aur vo meri misaal ho ke rahaa
apni yaadein us se vaapas maang kar
main ne apne-aap ko yakjaa kiyaa
main aise jamghaTe mein kho gayaa huun
jahaan mere sivaa koi nahin hai
shaam se pahle tiri shaam na hone dungaa
zindagi main tujhe naakaam na hone dungaa
duur tak ek khalaa hai so khalaa ke andar
sirf tanhaai ki surat hi nazar aaegi
Ghazalग़ज़ल
main bhi huun ik makaan ki had mein
मैं भी हूँ इक मकान की हद में
kaam itni hi faqat raahguzar aaegi
काम इतनी ही फ़क़त राहगुज़र आएगी
qismat mein agar judaaiyaan hain
क़िस्मत में अगर जुदाइयाँ हैं
vo sadaaein detaa rahaa ho main ne sunaa na ho kahin yuun na ho
वो सदाएँ देता रहा हो मैं ने सुना न हो कहीं यूँ न हो
main ek haath tiri maut se milaa aayaa
मैं एक हाथ तिरी मौत से मिला आया
nazar aate nahin hain bahr mein ham
नज़र आते नहीं हैं बहर में हम





