Sher
"main tishna-labi par bhi raha khush ki mira zarf khali hai magar soch se logon ki baDa hai"

Saddam Husain Muzmar
main tishna-labi par bhi raha khush ki mira zarf
मैं तिश्ना-लबी पर भी रहा ख़ुश कि मिरा ज़र्फ़
phuul lagte hain zara der se avval avval
फूल लगते हैं ज़रा देर से अव्वल अव्वल
tum ko jiine ke bhi aate nahin atvar magar
तुम को जीने के भी आते नहीं अतवार मगर
ek khitte men raha pyaas ka 'alam barpa
एक ख़ित्ते में रहा प्यास का 'आलम बरपा
nashtar-e-'mir' hain tiri baten
नश्तर-ए-'मीर' हैं तिरी बातें
ab to khvahish bhi yahi hai ki hamare hisse
अब तो ख़्वाहिश भी यही है कि हमारे हिस्से
"main tishna-labi par bhi raha khush ki mira zarf khali hai magar soch se logon ki baDa hai"
"phuul lagte hain zara der se avval avval shakh-e-gul par bhi miyan khaar hi lagte hain na"
"tum ko jiine ke bhi aate nahin atvar magar ham ko marne ke bhi me'yar samajh aate hain"
"ek khitte men raha pyaas ka 'alam barpa ek khitte men bahut TuuT ke barsa paani"
"nashtar-e-'mir' hain tiri baten phuljhaDi-vuljhaDi nahin janan"
"ab to khvahish bhi yahi hai ki hamare hisse hijr aaya hai faqat hijr hi aata jaa.e"
nashtar-e-'mir' hain tiri baatein
phuljhaDi-vuljhaDi nahin jaanaan
ab to khvaahish bhi yahi hai ki hamaare hisse
hijr aayaa hai faqat hijr hi aataa jaae
mauj-e-dariyaa kaa koi khauf nahin hai lekin
hain tabi'at pe giraan-baar kinaare is ke
phuul lagte hain zaraa der se avval avval
shaakh-e-gul par bhi miyaan khaar hi lagte hain naa
tum ko jiine ke bhi aate nahin atvaar magar
ham ko marne ke bhi me'yaar samajh aate hain
ek khitte mein rahaa pyaas kaa 'aalam barpaa
ek khitte mein bahut TuuT ke barsaa paani