"qurbaten hote hue bhi faslon men qaid hain kitni azadi se ham apni hadon men qaid hain"

Saleem Kausar
Saleem Kausar
Sherशेर
See all 49 →qurbaten hote hue bhi faslon men qaid hain
क़ुर्बतें होते हुए भी फ़ासलों में क़ैद हैं
kahani likhte hue dastan sunate hue
कहानी लिखते हुए दास्ताँ सुनाते हुए
aur is se pahle ki sabit ho jurm-e-khamoshi
और इस से पहले कि साबित हो जुर्म-ए-ख़ामोशी
ham ne to khud se intiqam liya
हम ने तो ख़ुद से इंतिक़ाम लिया
a.ina khud bhi sanvarta tha hamari khatir
आईना ख़ुद भी सँवरता था हमारी ख़ातिर
main khayal huun kisi aur ka mujhe sochta koi aur hai
मैं ख़याल हूँ किसी और का मुझे सोचता कोई और है
Popular Sher & Shayari
98 total"kahani likhte hue dastan sunate hue vo so gaya hai mujhe khvab se jagate hue"
"aur is se pahle ki sabit ho jurm-e-khamoshi ham apni raa.e ka iz.har karna chahte hain"
"ham ne to khud se intiqam liya tum ne kya soch kar mohabbat ki"
"a.ina khud bhi sanvarta tha hamari khatir ham tire vaste tayyar hua karte the"
"main khayal huun kisi aur ka mujhe sochta koi aur hai sar-e-a.ina mira aks hai pas-e-a.ina koi aur hai"
qurbatein hote hue bhi faaslon mein qaid hain
kitni aazaadi se ham apni hadon mein qaid hain
intizaar aur dastakon ke darmiyaan kaTti hai umr
itni aasaani se to baab-e-hunar khultaa nahin
main kisi ke dast-e-talab mein huun to kisi ke harf-e-duaa mein huun
main nasib huun kisi aur kaa mujhe maangtaa koi aur hai
vaqt ruk ruk ke jinhein dekhtaa rahtaa hai 'salim'
ye kabhi vaqt ki raftaar huaa karte the
saae gali mein jaagte rahte hain raat bhar
tanhaaiyon ki oT se jhaankaa na kar mujhe
aaina khud bhi sanvartaa thaa hamaari khaatir
ham tire vaaste tayyaar huaa karte the
Ghazalग़ज़ल
ye log jis se ab inkaar karnaa chaahte hain
ये लोग जिस से अब इंकार करना चाहते हैं
achchhaa hai isi surat-e-haalaat mein rahnaa
अच्छा है इसी सूरत-ए-हालात में रहना
tujh se baDh kar koi pyaaraa bhi nahin ho saktaa
तुझ से बढ़ कर कोई प्यारा भी नहीं हो सकता
main use tujh se milaa detaa magar dil mere
मैं उसे तुझ से मिला देता मगर दिल मेरे
junun tabdili-e-mausam kaa taqriron ki had tak hai
जुनूँ तब्दीली-ए-मौसम का तक़रीरों की हद तक है
tu suraj hai teri taraf dekhaa nahin jaa saktaa
तू सूरज है तेरी तरफ़ देखा नहीं जा सकता





