"siyah ankhon ki rangat ki ik jhalak ke liye tiri talash men surma-farosh rahte hain"

Shakir Dehlvi
Shakir Dehlvi
Sherशेर
See all 14 →siyah ankhon ki rangat ki ik jhalak ke liye
स्याह आँखों की रंगत की इक झलक के लिए
shukr kiije ki maut hai varna
शुक्र कीजे कि मौत है वर्ना
ho bhaTakne ka jise shauq mire saath chale
हो भटकने का जिसे शौक़ मिरे साथ चले
tum se Takra.e to hua ma'lum
तुम से टकराए तो हुआ मा'लूम
roz tarikh calendar men badal jaati thi
रोज़ तारीख़ कैलेंडर में बदल जाती थी
do men koi ek ho to phir bhi ban jaati hai baat
दो में कोई एक हो तो फिर भी बन जाती है बात
Popular Sher & Shayari
28 total"shukr kiije ki maut hai varna zindagi se hamen bachata kaun"
"ho bhaTakne ka jise shauq mire saath chale jo ho manzil ka talabgar palaT jaa.e abhi"
"tum se Takra.e to hua ma'lum hadse khushnuma bhi hote hain"
"roz tarikh calendar men badal jaati thi phir vo tarikh bhi aa.i ki calendar badla"
"do men koi ek ho to phir bhi ban jaati hai baat mas.ala ye hai ki ham donon hi the ziddi bahut"
siyaah aankhon ki rangat ki ik jhalak ke liye
tiri talaash mein surma-farosh rahte hain
shukr kiije ki maut hai varna
zindagi se hamein bachaataa kaun
hamaare ghar mein ye tahzib ab bhi zinda hai
buzurg bolein to bachche khamosh rahte hain
ho bhaTakne kaa jise shauq mire saath chale
jo ho manzil kaa talabgaar palaT jaae abhi
ham se mil kar dekhiye achchhaa lagegaa aap ko
aadmiyyat ke abhi tak an-chhue pahlu hain ham
tum se Takraae to huaa maa'lum
haadse khushnumaa bhi hote hain
Ghazalग़ज़ल
hanstaa hai to har letaa hai har piir hamaari
हँसता है तो हर लेता है हर पीर हमारी
kar ke ik 'umr har ik samt safar dekh liyaa
कर के इक 'उम्र हर इक सम्त सफ़र देख लिया
vaise to ham aksar baatein karte hain
वैसे तो हम अक्सर बातें करते हैं
hamaaraa haal to vo khair kyaa hi samjhegaa
हमारा हाल तो वो ख़ैर क्या ही समझेगा
be-gunaahon kaa lahu har samt bikhraa dekh kar
बे-गुनाहों का लहू हर सम्त बिखरा देख कर





