kuchh aaise daur bhi taham giraft men aa.e
ki ye zamin rahi baaqi na asaman hi raha
Siddiq Shahid
Siddiq Shahid
Sherशेर
See all 8 →kuchh aaise daur bhi taham giraft men aa.e
कुछ ऐसे दौर भी ताहम गिरफ़्त में आए
khula na us pe kabhi meri aankh ka manzar
खुला न उस पे कभी मेरी आँख का मंज़र
aisa kuchh gardish-e-dauran ne rakha hai masruf
ऐसा कुछ गर्दिश-ए-दौराँ ने रखा है मसरूफ़
mujh se kahti hain vo udaas anhken
मुझ से कहती हैं वो उदास आँखें
khvab TuuTe paDe hain sab mere
ख़्वाब टूटे पड़े हैं सब मेरे
us ke jaane pe ye ehsas hua hai 'shahid'
उस के जाने पे ये एहसास हुआ है 'शाहिद'
Popular Sher & Shayari
16 totalkhula na us pe kabhi meri aankh ka manzar
jami hai aankh men kaa.i koi dikha.e use
aisa kuchh gardish-e-dauran ne rakha hai masruf
majare ho na sake ham se qalam-band apne
mujh se kahti hain vo udaas anhken
zindagi bhar ki sab thakan yaan hai
khvab TuuTe paDe hain sab mere
main huun aur hairaton ka saman hai
us ke jaane pe ye ehsas hua hai 'shahid'
vo jazira tha mira dukh se bhare paani men
aisaa kuchh gardish-e-dauraan ne rakhaa hai masruf
maajare ho na sake ham se qalam-band apne
mujh se kahti hain vo udaas aanhkein
zindagi bhar ki sab thakan yaan hai
khvaab TuuTe paDe hain sab mere
main huun aur hairaton kaa saamaan hai
us ke jaane pe ye ehsaas huaa hai 'shaahid'
vo jazira thaa miraa dukh se bhare paani mein
nikal aae jo ham ghar se to sau raste nikal aae
abas thaa sochnaa ghar mein koi ghaibi ishaara ho
bajaa hai khvaab-navardi pa khvaab aaise hon
khule jo aankh to apnaa hi ghar khanDar na lage
Ghazalग़ज़ल
shahr sahraa hai ghar bayaabaan hai
शहर सहरा है घर बयाबाँ है
aag ko phuul kahe jaaein khirad-mand apne
आग को फूल कहे जाएँ ख़िरद-मंद अपने
shauq-e-aavaara yunhi khaak-basar jaaegaa
शौक़-ए-आवारा यूँही ख़ाक-बसर जाएगा
huun kis maqaam pe dil mein tire khabar na lage
हूँ किस मक़ाम पे दिल में तिरे ख़बर न लगे
ye roz o shab kaa tasalsul ravaan-davaan hi rahaa
ये रोज़ ओ शब का तसलसुल रवाँ-दवाँ ही रहा





