Sher
vo hadse bhi dahr men ham par guzar ga.e
jiine ki aarzu men ka.i baar mar ga.e

Unwan Chishti
vo hadse bhi dahr men ham par guzar ga.e
वो हादसे भी दहर में हम पर गुज़र गए
ishq phir ishq hai ashufta-sari mange hai
इश्क़ फिर इश्क़ है आशुफ़्ता-सरी माँगे है
miri samajh men aa gaya har ek raz-e-zindagi
मिरी समझ में आ गया हर एक राज़-ए-ज़िंदगी
husn hi to nahin betab-e-numa.ish 'unvan'
हुस्न ही तो नहीं बेताब-ए-नुमाइश 'उनवाँ'
rahne de taklif-e-tavajjoh dil ko hai aram bahut
रहने दे तकलीफ़-ए-तवज्जोह दिल को है आराम बहुत
is kar-e-numayan ke shahid hain chaman vaale
इस कार-ए-नुमायाँ के शाहिद हैं चमन वाले
vo hadse bhi dahr men ham par guzar ga.e
jiine ki aarzu men ka.i baar mar ga.e
ishq phir ishq hai ashufta-sari mange hai
hosh ke daur men bhi jama-dari mange hai
miri samajh men aa gaya har ek raz-e-zindagi
jo dil pe choT paD ga.i to duur tak nazar ga.i
husn hi to nahin betab-e-numa.ish 'unvan'
ishq bhi aaj na.i jalvagari mange hai
rahne de taklif-e-tavajjoh dil ko hai aram bahut
hijr men teri yaad bahut hai gham men tera naam bahut
is kar-e-numayan ke shahid hain chaman vaale
gulshan men baharon ko laa.e the hamin pahle
ishq phir ishq hai aashufta-sari maange hai
hosh ke daur mein bhi jaama-dari maange hai
main kis tarah tujhe ilzaam-e-bevafaai duun
rah-e-vafaa mein tire naqsh-e-paa bhi milte hain
pareshaan ho ke dil tark-e-taalluq par hai aamaada
mohabbat mein ye surat bhi na raas aai to kyaa hogaa
vo haadse bhi dahr mein ham par guzar gae
jiine ki aarzu mein kai baar mar gae
aap se chuuk ho gai shaayad
aap aur mujh pe mehrbaan kyaa khuub
miri samajh mein aa gayaa har ek raaz-e-zindagi
jo dil pe choT paD gai to duur tak nazar gai