Sher
"ham tira naam bench par apni roz likhte hain aur miTate hain"

Yashvardhan Mishra
ham tira naam bench par apni
हम तिरा नाम बेंच पर अपनी
rang saare aa ga.e 'ariz pe mere
रंग सारे आ गए 'आरिज़ पे मेरे
dekh sakta huun bina chashme ke main
देख सकता हूँ बिना चश्मे के मैं
chahiye thi aap ki tasvir so
चाहिए थी आप की तस्वीर सो
raushni bhi tirgi bhi saath hai ya yuun kahen
रौशनी भी तीरगी भी साथ है या यूँ कहें
tirgi-e-zist kar di khatm is ne
तीरगी-ए-ज़ीस्त कर दी ख़त्म इस ने
"ham tira naam bench par apni roz likhte hain aur miTate hain"
"rang saare aa ga.e 'ariz pe mere jab kaha us ne mujhe holi mubarak"
"dekh sakta huun bina chashme ke main dost teri bevafa.i saaf saaf"
"chahiye thi aap ki tasvir so khinch li tasvir main ne chand ki"
"raushni bhi tirgi bhi saath hai ya yuun kahen zindagi khush hai magar khush bhi tava.if ki tarah"
"tirgi-e-zist kar di khatm is ne raushni hai phuul si bachchi hamari"
dekh saktaa huun binaa chashme ke main
dost teri bevafaai saaf saaf
chaahiye thi aap ki tasvir so
khinch li tasvir main ne chaand ki
raushni bhi tirgi bhi saath hai yaa yuun kahein
zindagi khush hai magar khush bhi tavaaif ki tarah
daf'atan main Thiik ho saktaa huun chaaraagar mire
tu mujhe pahnaa de us ke naam kaa taa'viz gar
rakh liyaa thaa main ne roza jaan tumhaare naam kaa
tum ko dekhaa khvaab mein aur meri sehri ho gai
rang saare aa gae 'aariz pe mere
jab kahaa us ne mujhe holi mubaarak