Sher
na jaane ham se gila kyuun hai tishna-kamon ko
hamare haath men mai thi na daur-e-saghar tha

Zaheer Siddiqui
na jaane ham se gila kyuun hai tishna-kamon ko
न जाने हम से गिला क्यूँ है तिश्ना-कामों को
itne chehron men mujhe hai ek chehre ki talash
इतने चेहरों में मुझे है एक चेहरे की तलाश
us ke alfaz-e-tasalli ne rulaya mujh ko
उस के अल्फ़ाज़-ए-तसल्ली ने रुलाया मुझ को
jaise jaise agahi baDhti ga.i vaise 'zahir'
जैसे जैसे आगही बढ़ती गई वैसे 'ज़हीर'
zarre zarre men bikhar jaana hai takmil-e-hayat
ज़र्रे ज़र्रे में बिखर जाना है तकमील-ए-हयात
dard to zakhm ki paTTi ke haTane se uTha
दर्द तो ज़ख़्म की पट्टी के हटाने से उठा
na jaane ham se gila kyuun hai tishna-kamon ko
hamare haath men mai thi na daur-e-saghar tha
itne chehron men mujhe hai ek chehre ki talash
jis ko main ne kho ke paaya pa ke khoya sub.h tak
us ke alfaz-e-tasalli ne rulaya mujh ko
kuchh ziyada hi dhuan aag bujhane se uTha
jaise jaise agahi baDhti ga.i vaise 'zahir'
zehn o dil ik dusre se munfasil hote ga.e
zarre zarre men bikhar jaana hai takmil-e-hayat
mujh ko ye zeba nahin ab zaat men simTa rahun
dard to zakhm ki paTTi ke haTane se uTha
aur kuchh aur bhi marham ke lagane se uTha
na jaane ham se gila kyuun hai tishna-kaamon ko
hamaare haath mein mai thi na daur-e-saaghar thaa
itne chehron mein mujhe hai ek chehre ki talaash
jis ko main ne kho ke paayaa paa ke khoyaa subh tak
jaise jaise aagahi baDhti gai vaise 'zahir'
zehn o dil ik dusre se munfasil hote gae
zarre zarre mein bikhar jaanaa hai takmil-e-hayaat
mujh ko ye zebaa nahin ab zaat mein simTaa rahun
dard to zakhm ki paTTi ke haTaane se uThaa
aur kuchh aur bhi marham ke lagaane se uThaa
us ke alfaaz-e-tasalli ne rulaayaa mujh ko
kuchh ziyaada hi dhuaan aag bujhaane se uThaa