saath sahil pe guzarte hue dekhi thi kabhi
yaad hai ab bhi samundar men utarti hui shaam

Zia Zameer
Zia Zameer
Sherशेर
See all 42 →saath sahil pe guzarte hue dekhi thi kabhi
साथ साहिल पे गुज़रते हुए देखी थी कभी
dushman-e-jan hai magar jaan se pyara bhi hai
दुश्मन-ए-जाँ है मगर जान से प्यारा भी है
kuchh zulm o sitam sahne ki aadat bhi hai ham ko
कुछ ज़ुल्म ओ सितम सहने की आदत भी है हम को
us ko na.e safar men na.e ham-safar ke saath
उस को नए सफ़र में नए हम-सफ़र के साथ
tum ne jo kitabon ke havale kiye janan
तुम ने जो किताबों के हवाले किए जानाँ
aaj ye shaam bhigti kyon hai
आज ये शाम भीगती क्यों है
Popular Sher & Shayari
84 totaldushman-e-jan hai magar jaan se pyara bhi hai
aisa is shahr men ik shakhs hamara bhi hai
kuchh zulm o sitam sahne ki aadat bhi hai ham ko
kuchh ye hai ki darbar men sunva.i bhi kam hai
us ko na.e safar men na.e ham-safar ke saath
dil khush hua hai kyon ye ziya dekhte hue
tum ne jo kitabon ke havale kiye janan
vo phuul to balon men sajane ke liye the
aaj ye shaam bhigti kyon hai
tum kahin chhup ke ro rahi ho kya
mulk to mulk gharon par bhi hai qabza us kaa
ab to ghar bhi nahin chalte hain siyaasat ke baghair
us ko nae safar mein nae ham-safar ke saath
dil khush huaa hai kyon ye ziyaa dekhte hue
koi aasaan hai bhalaa rishte ko qaaem rakhnaa
girti divaar hai ham jis ko sambhaale hue hain
tujh se kahaa thaa khushbuein us ke badan ki laaiyo
meraa ye kaam aaj tak tu ne sabaa nahin kiyaa
zindagi rok ke aksar yahi kahti hai mujhe
tujh ko jaanaa thaa kidhar aur kidhar aa gayaa hai
daanaaon ne ki daanaai muund liin aankhein
chauraahe par qatl huaa paagal ne dekhaa
Ghazalग़ज़ल
ab to aate hain sabhi dil ko dukhaane vaale
अब तो आते हैं सभी दिल को दुखाने वाले
tak rahaa hai tu aasmaan mein kyaa
तक रहा है तू आसमान में क्या
jis tarah pyaasaa koi aab-e-ravaan tak pahunche
जिस तरह प्यासा कोई आब-ए-रवाँ तक पहुँचे
reza reza tire chehre pe bikharti hui shaam
रेज़ा रेज़ा तिरे चेहरे पे बिखरती हुई शाम
bahut jumud hai taari koi khayaal zaraa
बहुत जुमूद है तारी कोई ख़याल ज़रा
us ki khvaahish pe nae sher baraabar kahnaa
उस की ख़्वाहिश पे नए शे'र बराबर कहना





