Shayari
shaghl-e-mai fart-e-gham mein kyaa karte
is mein thi dukht-e-raz ki rusvaai
P
Prem Shankar Goila FarhatmuD ke tufaan ko baarhaa dekhaa
nazd-e-saahil jo mauj le aai
مڑ کے طوفاں کو بارہا دیکھا
نزد ساحل جو موج لے آئی
मुड़ के तूफ़ाँ को बारहा देखा
नज़्द-ए-साहिल जो मौज ले आई
meri vafaaein yaad karoge
rooge fariyaad karoge
kitnaa ajib-tar hai aqida janaab kaa
patthar ki muraton se vafaa maang rahe ho
mujh ko jab ahd-e-vafaa yaad aayaa
us ko bhi shaghl-e-jafaa yaad aayaa
dusri ne jo sambhaali chappal
pahli biivi ki vafaa yaad aai
husn tanhaa nahin haqdaar vafaa kaa 'mohsin'
ishq ne bhi kaf-e-afsos male hain barson
ai mauj-e-balaa un ko bhi zaraa do chaar thapeDe halke se
kuchh log abhi tak saahil se tufaan kaa nazaara karte hain