davar-e-hashr mira nama-e-a.amal na dekh
is men kuchh parda-nashinon ke bhi naam aate hain

Mohammad Deen Taseer
Mohammad Deen Taseer
Sherशेर
See all 9 →davar-e-hashr mira nama-e-a.amal na dekh
दावर-ए-हश्र मिरा नामा-ए-आमाल न देख
jis tarah ham ne raten kaaTi hain
जिस तरह हम ने रातें काटी हैं
meri vafa.en yaad karoge
मेरी वफ़ाएँ याद करोगे
hamen bhi dekh ki ham aarzu ke sahra men
हमें भी देख कि हम आरज़ू के सहरा में
ye Dar hai qafile vaalo kahin na gum kar de
ये डर है क़ाफ़िले वालो कहीं न गुम कर दे
rabt hai husn o ishq men baham
रब्त है हुस्न ओ इश्क़ में बाहम
Popular Sher & Shayari
18 totaljis tarah ham ne raten kaaTi hain
us tarah ham ne din guzare hain
meri vafa.en yaad karoge
ro.o.ge fariyad karoge
hamen bhi dekh ki ham aarzu ke sahra men
khile hue hain kisi zakhm-e-arzu ki tarah
ye Dar hai qafile vaalo kahin na gum kar de
mira hi apna uThaya hua ghubar mujhe
rabt hai husn o ishq men baham
ek dariya ke do kinare hain
vo mile to be-takalluf na mile to be-iraada
na tariq-e-aashnaai na rusum-e-jaam-o-baadaa
daavar-e-hashr miraa naama-e-aamaal na dekh
is mein kuchh parda-nashinon ke bhi naam aate hain
jis tarah ham ne raatein kaaTi hain
us tarah ham ne din guzaare hain
meri vafaaein yaad karoge
rooge fariyaad karoge
hamein bhi dekh ki ham aarzu ke sahraa mein
khile hue hain kisi zakhm-e-aarzu ki tarah
ye Dar hai qaafile vaalo kahin na gum kar de
miraa hi apnaa uThaayaa huaa ghubaar mujhe
Ghazalग़ज़ल
meri vafaaein yaad karoge
मेरी वफ़ाएँ याद करोगे
lutf-e-vafaa nahin ki vo bedaad-gar nahin
लुत्फ़-ए-वफ़ा नहीं कि वो बेदाद-गर नहीं
shikva-e-bejaa ki kyaa un se shikaayat ham karein
शिकवा-ए-बेजा की क्या उन से शिकायत हम करें
huzur-e-yaar bhi aansu nikal hi aate hain
हुज़ूर-ए-यार भी आँसू निकल ही आते हैं
vo mile to be-takalluf na mile to be-iraada
वो मिले तो बे-तकल्लुफ़ न मिले तो बे-इरादा
daagh siine pe jo hamaare hain
दाग़ सीने पे जो हमारे हैं





