"ab dard men vo kaifiyat-e-dard nahin hai aaya huun jo us bazm-e-gul-afshan se guzar ke"

Ali Jawad Zaidi
Ali Jawad Zaidi
Sherशेर
See all 27 →ab dard men vo kaifiyat-e-dard nahin hai
अब दर्द में वो कैफ़ियत-ए-दर्द नहीं है
dil ka lahu nigah se Tapka hai bar-ha
दिल का लहू निगाह से टपका है बार-हा
shauq-e-manzil ham-safar hai jazba-e-dil rahbar
शौक़-ए-मंज़िल हम-सफ़र है जज़्बा-ए-दिल राहबर
hijr ki raat ye har Dubte taare ne kaha
हिज्र की रात ये हर डूबते तारे ने कहा
dayar-e-sajda men taqlid ka rivaj bhi hai
दयार-ए-सज्दा में तक़लीद का रिवाज भी है
lazzat-e-dard mili ishrat-e-ehsas mili
लज़्ज़त-ए-दर्द मिली इशरत-ए-एहसास मिली
Popular Sher & Shayari
54 total"dil ka lahu nigah se Tapka hai bar-ha ham rah-e-gham men aisi bhi manzil se aa.e hain"
"shauq-e-manzil ham-safar hai jazba-e-dil rahbar mujh pe khud bhi khul nahin paata kidhar jaata huun main"
"hijr ki raat ye har Dubte taare ne kaha ham na kahte the na a.enge vo aa.e to nahin"
"dayar-e-sajda men taqlid ka rivaj bhi hai jahan jhuki hai jabin un ka naqsh-e-pa to nahin"
"lazzat-e-dard mili ishrat-e-ehsas mili kaun kahta hai ham us bazm se nakam aa.e"
ye dushmani hai saaqi yaa dosti hai saaqi
auron ko jaam denaa mujh ko dikhaa dikhaa ke
guftugu ke khatm ho jaane par aayaa ye khayaal
jo zabaan tak aa nahin paayaa vahi to dil mein thaa
jin hauslon se meraa junun mutmain na thaa
vo hausle zamaane ke meyaar ho gae
lazzat-e-dard mili ishrat-e-ehsaas mili
kaun kahtaa hai ham us bazm se naakaam aae
ab dard mein vo kaifiyat-e-dard nahin hai
aayaa huun jo us bazm-e-gul-afshaan se guzar ke
jab kabhi dekhaa hai ai 'zaidi' nigaah-e-ghaur se
har haqiqat mein mile hain chand afsaane mujhe
Ghazalग़ज़ल
junun se raah-e-khirad mein bhi kaam lenaa thaa
जुनूँ से राह-ए-ख़िरद में भी काम लेना था
tai kar chuke ye zindagi-e-jaavedaan se ham
तय कर चुके ये ज़िंदगी-ए-जावेदाँ से हम
dabi aavaaz mein karti thi kal shikve zamin mujh se
दबी आवाज़ में करती थी कल शिकवे ज़मीं मुझ से
ghair puchhein bhi to ham kyaa apnaa afsaana kahein
ग़ैर पूछें भी तो हम क्या अपना अफ़्साना कहें
aish hi aish hai na sab gham hai
ऐश ही ऐश है न सब ग़म है
ham-safar gum raaste naa-paid ghabraataa huun main
हम-सफ़र गुम रास्ते ना-पैद घबराता हूँ मैं





