miri zindagi ka hasil tire gham ki pasdari
tire gham ki aabru hai mujhe har khushi se pyari

Amir Usmani
Amir Usmani
Sherशेर
See all 14 →miri zindagi ka hasil tire gham ki pasdari
मिरी ज़िंदगी का हासिल तिरे ग़म की पासदारी
kitni pamal umangon ka hai madfan mat puchh
कितनी पामाल उमंगों का है मदफ़न मत पूछ
ishq sar-ta-ba-qadam atish-e-sozan hai magar
इश्क़ सर-ता-ब-क़दम आतिश-ए-सोज़ाँ है मगर
aql thak kar lauT aa.i jada-e-alam se
अक़्ल थक कर लौट आई जादा-ए-आलाम से
thi siyahiyon ka maskan miri zindagi ki vaadi
थी सियाहियों का मस्कन मिरी ज़िंदगी की वादी
us ke vadon se itna to sabit hua us ko thoDa sa pas-e-ta.alluq to hai
उस के वादों से इतना तो साबित हुआ उस को थोड़ा सा पास-ए-तअल्लुक़ तो है
Popular Sher & Shayari
28 totalkitni pamal umangon ka hai madfan mat puchh
vo tabassum jo haqiqat men fughan hota hai
ishq sar-ta-ba-qadam atish-e-sozan hai magar
us men shola na sharara na dhuan hota hai
aql thak kar lauT aa.i jada-e-alam se
ab junun aghaz farma.ega is anjam se
thi siyahiyon ka maskan miri zindagi ki vaadi
tire husn ke tasadduq mujhe raushni dikha di
us ke vadon se itna to sabit hua us ko thoDa sa pas-e-ta.alluq to hai
ye alag baat hai vo hai vada-shikan ye bhi kuchh kam nahin us ne vaade kiye
aql thak kar lauT aai jaada-e-aalaam se
ab junun aaghaaz farmaaegaa is anjaam se
thi siyaahiyon kaa maskan miri zindagi ki vaadi
tire husn ke tasadduq mujhe raushni dikhaa di
ye qadam qadam balaaein ye savaad-e-ku-e-jaanaan
vo yahin se lauT jaae jise zindagi ho piyaari
chand alfaaz ke moti hain mire daaman mein
hai magar teri mohabbat kaa taqaazaa kuchh aur
baaqi hi kyaa rahaa hai tujhe maangne ke baad
bas ik duaa mein chhuT gae har duaa se ham
ishq sar-taa-ba-qadam aatish-e-sozaan hai magar
us mein shola na sharaara na dhuaan hotaa hai
Ghazalग़ज़ल
lauTe kuchh is tarah tiri jalva-saraa se ham
लौटे कुछ इस तरह तिरी जल्वा-सरा से हम
dil pe vo vaqt bhi kis darja giraan hotaa hai
दिल पे वो वक़्त भी किस दर्जा गिराँ होता है
na sakat hai zabt-e-gham ki na majaal-e-ashk-baari
न सकत है ज़ब्त-ए-ग़म की न मजाल-ए-अश्क-बारी
gham-e-behad mein kis ko zabt kaa maqdur hotaa hai
ग़म-ए-बेहद में किस को ज़ब्त का मक़्दूर होता है
ishq ke maraahil mein vo bhi vaqt aataa hai
इश्क़ के मराहिल में वो भी वक़्त आता है
thi siyaahiyon kaa maskan miri zindagi ki vaadi
थी सियाहियों का मस्कन मिरी ज़िंदगी की वादी





