"main vo rind-e-nau nahin huun jo zara si pi ke bahkun abhi aur aur saaqi ki main phir sambhal raha huun"
Anees Ahmad Anees
Anees Ahmad Anees
Sherशेर
See all 9 →main vo rind-e-nau nahin huun jo zara si pi ke bahkun
मैं वो रिंद-ए-नौ नहीं हूँ जो ज़रा सी पी के बहकूँ
kabhi ik baar haule se pukara tha mujhe tum ne
कभी इक बार हौले से पुकारा था मुझे तुम ने
udhar vo ahd-o-paiman-e-vafa ki baat karte hain
उधर वो अहद-ओ-पैमान-ए-वफ़ा की बात करते हैं
hamin ne chun liye phulon ke badle khaar daman men
हमीं ने चुन लिए फूलों के बदले ख़ार दामन में
tavaf-e-mah karna aur khala men saans lena kya
तवाफ़-ए-माह करना और ख़ला में साँस लेना क्या
vo apne daman-e-para pe bhi nigah kare
वो अपने दामन-ए-पारा पे भी निगाह करे
Popular Sher & Shayari
18 total"kabhi ik baar haule se pukara tha mujhe tum ne kisi ki mujh se ab avaz pahchani nahin jaati"
"udhar vo ahd-o-paiman-e-vafa ki baat karte hain idhar mashq-e-sitam bhi tark farmaya nahin jaata"
"hamin ne chun liye phulon ke badle khaar daman men faqat gulchin ke sar ilzam Thahraya nahin jaata"
"tavaf-e-mah karna aur khala men saans lena kya bharosa jab nahin insan ko insan ke dil par"
"vo apne daman-e-para pe bhi nigah kare jahan men mujh pe uTha kar jo ungliyan guzre"
gavaaraa hi na thi jin ko judaai meri dam-bhar ki
unhin se aaj meri shakl pahchaani nahin jaati
ab gham kaa koi gham na khushi ki khushi mujhe
aakhir ko raas aa hi gai zindagi mujhe
main vo rind-e-nau nahin huun jo zaraa si pi ke bahkun
abhi aur aur saaqi ki main phir sambhal rahaa huun
kabhi ik baar haule se pukaaraa thaa mujhe tum ne
kisi ki mujh se ab aavaaz pahchaani nahin jaati
udhar vo ahd-o-paimaan-e-vafaa ki baat karte hain
idhar mashq-e-sitam bhi tark farmaayaa nahin jaataa
hamin ne chun liye phulon ke badle khaar daaman mein
faqat gulchin ke sar ilzaam Thahraayaa nahin jaataa
Ghazalग़ज़ल
jo aaine se teri jalva-saamaani nahin jaati
जो आईने से तेरी जल्वा-सामानी नहीं जाती
shisha hi chaahiye na mai-e-arghavaan mujhe
शीशा ही चाहिए न मय-ए-अर्ग़वाँ मुझे
nazar milte hi saaqi se giri ik barq si dil par
नज़र मिलते ही साक़ी से गिरी इक बर्क़ सी दिल पर
firaaq-e-yaar mein kuchh kahiye samjhaayaa nahin jaataa
फ़िराक़-ए-यार में कुछ कहिए समझाया नहीं जाता
chalo ye sach hi sahi hogaa naa-gahaan guzre
चलो ये सच ही सही होगा ना-गहाँ गुज़रे
tire gesuon ke saae mein jo ek pal rahaa huun
तिरे गेसुओं के साए में जो एक पल रहा हूँ





