"so meri pyaas ka donon taraf ilaaj nahin udhar hai ek samundar idhar hai ek sarab"

Anjum Khaleeq
Anjum Khaleeq
Sherशेर
See all 39 →so meri pyaas ka donon taraf ilaaj nahin
सो मेरी प्यास का दोनों तरफ़ इलाज नहीं
insan ki niyyat ka bharosa nahin koi
इंसान की निय्यत का भरोसा नहीं कोई
saron se taaj baDe jism se aba.en baDi
सरों से ताज बड़े जिस्म से अबाएँ बड़ी
zarfishan hai miri zarkhez zaminon ka badan
ज़रफ़िशाँ है मिरी ज़रख़ेज़ ज़मीनों का बदन
miri havas ke muqabil ye shahr chhoTe hain
मिरी हवस के मुक़ाबिल ये शहर छोटे हैं
kaisa firaq kaisi juda.i kahan ka hijr
कैसा फ़िराक़ कैसी जुदाई कहाँ का हिज्र
Popular Sher & Shayari
78 total"insan ki niyyat ka bharosa nahin koi milte ho to is baat ko imkan men rakhna"
"saron se taaj baDe jism se aba.en baDi zamane ham ne tira intikhab dekh liya"
"zarfishan hai miri zarkhez zaminon ka badan zarra zarra mire punjab ka paras nikla"
"miri havas ke muqabil ye shahr chhoTe hain khala men ja ke na.i bastiyan talash karun"
"kaisa firaq kaisi juda.i kahan ka hijr vo ja.ega agar to khayalon men aa.ega"
kaho kyaa mehrbaan naa-mehrbaan taqdir hoti hai
kahaa maan ki duaaon mein baDi taasir hoti hai
kaisaa firaaq kaisi judaai kahaan kaa hijr
vo jaaegaa agar to khayaalon mein aaegaa
zabaan-bandi ke mausam mein gali-kuchon ki mat puchho
parindon ke chahakne se shajar aabaad hote hain
zamin ki god mein itnaa sukun thaa 'anjum'
ki jo gayaa vo safar ki thakaan bhuul gayaa
allaah ke ghar der hai andher nahin hai
tu yaas ke mausam mein bhi ummid kaa fan siikh
insaan ki niyyat kaa bharosa nahin koi
milte ho to is baat ko imkaan mein rakhnaa
Ghazalग़ज़ल
khaak kaa rizq yahaan har kas-o-naa-kas niklaa
ख़ाक का रिज़्क़ यहाँ हर कस-ओ-ना-कस निकला
mire junun ko havas mein shumaar kar legaa
मिरे जुनूँ को हवस में शुमार कर लेगा
kuchh 'uzr pas-e-vaada-khilaafi nahin rakhte
कुछ 'उज़्र पस-ए-वा'दा-ख़िलाफ़ी नहीं रखते
biite hue lamhaat ko pahchaan mein rakhnaa
बीते हुए लम्हात को पहचान में रखना
jab tak fasil-e-jism kaa dar khul na jaaegaa
जब तक फ़सील-ए-जिस्म का दर खुल न जाएगा
badal chuke hain sab agli rivaayaton ke nisaab
बदल चुके हैं सब अगली रिवायतों के निसाब





