rasta sunsan tha to muD ke dekha kyuun nahin
mujh ko tanha dekh kar us ne pukara kyuun nahin

Aslam Aazad
Aslam Aazad
Sherशेर
See all 12 →rasta sunsan tha to muD ke dekha kyuun nahin
रास्ता सुनसान था तो मुड़ के देखा क्यूँ नहीं
doston ke saath din men baiTh kar hansta raha
दोस्तों के साथ दिन में बैठ कर हँसता रहा
dhuup ke badal baras kar ja chuke the aur main
धूप के बादल बरस कर जा चुके थे और मैं
main ne apni khvahishon ka qatl khud hi kar diya
मैं ने अपनी ख़्वाहिशों का क़त्ल ख़ुद ही कर दिया
apna makan bhi tha usi moD par magar
अपना मकान भी था उसी मोड़ पर मगर
silsila rone ka sadiyon se chala aata hai
सिलसिला रोने का सदियों से चला आता है
Popular Sher & Shayari
24 totaldoston ke saath din men baiTh kar hansta raha
apne kamre men vo ja kar khuub roya raat bhar
dhuup ke badal baras kar ja chuke the aur main
oDh kar shabnam ki chadar chhat pe soya raat bhar
main ne apni khvahishon ka qatl khud hi kar diya
haath khun-alud hain in ko abhi dhoya nahin
apna makan bhi tha usi moD par magar
jaane main kis khayal men auron ke ghar gaya
silsila rone ka sadiyon se chala aata hai
koi aansu miri palkon pe Thaharta hi nahin
doston ke saath din mein baiTh kar hanstaa rahaa
apne kamre mein vo jaa kar khuub royaa raat bhar
dhuup ke baadal baras kar jaa chuke the aur main
oDh kar shabnam ki chaadar chhat pe soyaa raat bhar
main ne apni khvaahishon kaa qatl khud hi kar diyaa
haath khun-aalud hain in ko abhi dhoyaa nahin
apnaa makaan bhi thaa usi moD par magar
jaane main kis khayaal mein auron ke ghar gayaa
hamaare biich vo chup-chaap baiThaa rahtaa hai
main sochtaa huun magar kuchh mujhe pataa na lage
na dasht o dar se alag thaa na jangalon se judaa
vo apne shahr mein rahtaa thaa phir bhi tanhaa thaa
Ghazalग़ज़ल
jagmagaati khvaahishon ne mujh ko andhaa kar diyaa
जगमगाती ख़्वाहिशों ने मुझ को अंधा कर दिया
karb ki aag mein din-raat pighalte rahiye
कर्ब की आग में दिन-रात पिघलते रहिए
abr har khet pe har raahguzar par barse
अब्र हर खेत पे हर राहगुज़र पर बरसे
aankhon se main ne chakh liyaa mausam ke zahr ko
आँखों से मैं ने चख लिया मौसम के ज़हर को
har su hai taariki chhaai tum bhi chup aur ham bhi chup
हर सू है तारीकी छाई तुम भी चुप और हम भी चुप
ajiib shakhs hai mujh ko to vo divaana lage
अजीब शख़्स है मुझ को तो वो दिवाना लगे





