aap ne jis ko farishte ka diya tha darja
us ki insanon si fitrat hai to hairat kya hai

Euphonic Amit
Euphonic Amit
Sherशेर
See all 10 →aap ne jis ko farishte ka diya tha darja
आप ने जिस को फ़रिश्ते का दिया था दर्जा
ehsan le ke dil se karen shukriya ada
एहसान ले के दिल से करें शुक्रिया अदा
jo auron ko uDte hue dekhta ho
जो औरों को उड़ते हुए देखता हो
mire qalam ki siyahi men 'ishq hai tera
मिरे क़लम की सियाही में 'इश्क़ है तेरा
hijr men shiddat dikhate hain sabhi 'ashiq magar
हिज्र में शिद्दत दिखाते हैं सभी 'आशिक़ मगर
jo haqiqat se khauf khane lage
जो हक़ीक़त से ख़ौफ़ खाने लगे
Popular Sher & Shayari
20 totalehsan le ke dil se karen shukriya ada
duniya men kam hain jin men ye ghairat hai aj-kal
jo auron ko uDte hue dekhta ho
vo pinjre men kaise sukun se rahega
mire qalam ki siyahi men 'ishq hai tera
mira ye naam ye shohrat tiri badaulat hai
hijr men shiddat dikhate hain sabhi 'ashiq magar
lutf tab hai vasl ho par aarzu baaqi rahe
jo haqiqat se khauf khane lage
khvab aise main dekhta hi nahin
hijr mein shiddat dikhaate hain sabhi 'aashiq magar
lutf tab hai vasl ho par aarzu baaqi rahe
jo haqiqat se khauf khaane lage
khvaab aise main dekhtaa hi nahin
aap ne jis ko farishte kaa diyaa thaa darja
us ki insaanon si fitrat hai to hairat kyaa hai
jo auron ko uDte hue dekhtaa ho
vo pinjre mein kaise sukun se rahegaa
mire qalam ki siyaahi mein 'ishq hai teraa
miraa ye naam ye shohrat tiri badaulat hai
naache hai mohabbat ki ye sur taal pe khud hi
dil ko ye hunar yaar sikhaayaa nahin jaataa
Ghazalग़ज़ल
is shahr-e-be-vafaa se sharik-e-vafaa na maang
इस शहर-ए-बे-वफ़ा से शरीक-ए-वफ़ा न माँग
taskin bas anaa ki kiye jaa rahe hain aap
तस्कीन बस अना की किए जा रहे हैं आप
kab talak is khaamushi ki tarjumaani ho
कब तलक इस ख़ामुशी की तर्जुमानी हो
aazmaane ki zamaane ko zarurat kyaa hai
आज़माने की ज़माने को ज़रूरत क्या है
meri saanson mein ghuTan chhoD ke jaa sakte ho
मेरी साँसों में घुटन छोड़ के जा सकते हो
pankh hi kaafi nahin parvaaz ko
पंख ही काफ़ी नहीं परवाज़ को





