"koi manzil akhiri manzil nahin hoti 'fuzail' zindagi bhi hai misal-e-mauj-e-dariya rah-rau"

Fuzail Jafri
Fuzail Jafri
Sherशेर
See all 23 →koi manzil akhiri manzil nahin hoti 'fuzail'
कोई मंज़िल आख़िरी मंज़िल नहीं होती 'फ़ुज़ैल'
zahr miTha ho to piine men maza aata hai
ज़हर मीठा हो तो पीने में मज़ा आता है
dasht-e-tanha.i men jiine ka saliqa sikhiye
दश्त-ए-तन्हाई में जीने का सलीक़ा सीखिए
bose biivi ke hansi bachchon ki ankhen maan ki
बोसे बीवी के हँसी बच्चों की आँखें माँ की
dil yuun to gaah gaah sulagta hai aaj bhi
दिल यूँ तो गाह गाह सुलगता है आज भी
main aur miri zaat agar ek hi shai hain
मैं और मिरी ज़ात अगर एक ही शय हैं
Popular Sher & Shayari
46 total"zahr miTha ho to piine men maza aata hai baat sach kahiye magar yuun ki haqiqat na lage"
"dasht-e-tanha.i men jiine ka saliqa sikhiye ye shikasta bam-o-dar bhi ham-safar ho ja.enge"
"bose biivi ke hansi bachchon ki ankhen maan ki qaid-khane men giraftar samajhiye ham ko"
"dil yuun to gaah gaah sulagta hai aaj bhi manzar magar vo raqs-e-sharar ka nahin raha"
"main aur miri zaat agar ek hi shai hain phir barson se donon men saf-ara.i si kyuun hai"
aaThon pahr lahu mein nahaayaa kare koi
yuun bhi na apne dard ko dariyaa kare koi
zahr miThaa ho to piine mein mazaa aataa hai
baat sach kahiye magar yuun ki haqiqat na lage
dasht-e-tanhaai mein jiine kaa saliqa sikhiye
ye shikasta baam-o-dar bhi ham-safar ho jaaeinge
bose biivi ke hansi bachchon ki aankhein maan ki
qaid-khaane mein giraftaar samajhiye ham ko
koi manzil aakhiri manzil nahin hoti 'fuzail'
zindagi bhi hai misaal-e-mauj-e-dariyaa raah-rau
ghar se baahar nahin niklaa jaataa
raushni yaad dilaati hai tiri
Ghazalग़ज़ल
lafzon kaa saaebaan banaa lene dijiye
लफ़्ज़ों का साएबान बना लेने दीजिए
hai ibaarat jo gham-e-dil se vo vahshat bhi na thi
है इबारत जो ग़म-ए-दिल से वो वहशत भी न थी
kaisaa makaan saaya-e-divaar bhi nahin
कैसा मकान साया-ए-दीवार भी नहीं
rukh havaaon ke kisi samt hon manzar hain vahi
रुख़ हवाओं के किसी सम्त हों मंज़र हैं वही
aaThon pahr lahu mein nahaayaa kare koi
आठों पहर लहू में नहाया करे कोई
guzar rahi hai magar khaase iztiraab ke saath
गुज़र रही है मगर ख़ासे इज़्तिराब के साथ





