"arz-e-dakan men jaan to dilli men dil bani aur shahr-e-lucknow men hina ban ga.i ghazal"

Ganesh Bihari Tarz
Ganesh Bihari Tarz
Sherशेर
See all 13 →arz-e-dakan men jaan to dilli men dil bani
अर्ज़-ए-दकन में जान तो दिल्ली में दिल बनी
sub.h hain sajde men ham to shaam saaqi ke huzur
सुब्ह हैं सज्दे में हम तो शाम साक़ी के हुज़ूर
dil-e-gham-zada pe guzar gaya hai vo hadsa ki mire liye
दिल-ए-ग़म-ज़दा पे गुज़र गया है वो हादसा कि मिरे लिए
pattharon ke des men shishe ka hai apna vaqar
पत्थरों के देस में शीशे का है अपना वक़ार
sanson ki jal-tarang par naghma-e-ishq gaa.e ja
साँसों की जल-तरंग पर नग़्मा-ए-इश्क़ गाए जा
bazm-e-yaran hai ye saaqi mai nahin to gham na kar
बज़्म-ए-याराँ है ये साक़ी मय नहीं तो ग़म न कर
Popular Sher & Shayari
26 total"sub.h hain sajde men ham to shaam saaqi ke huzur bandagi apni jagah aur mai-kashi apni jagah"
"dil-e-gham-zada pe guzar gaya hai vo hadsa ki mire liye na to gham raha na khushi rahi na junun raha na pari rahi"
"pattharon ke des men shishe ka hai apna vaqar devta apni jagah aur aadmi apni jagah"
"sanson ki jal-tarang par naghma-e-ishq gaa.e ja ai miri jan-e-arzu tu yunhi muskura.e ja"
"bazm-e-yaran hai ye saaqi mai nahin to gham na kar kitne hain jo mai-kada bar-dosh hain yaron ke biich"
ai gardisho tumhein zaraa taakhir ho gai
ab meraa intizaar karo main nashe mein huun
ahl-e-dil ke vaaste paighaam ho kar rah gai
zindagi majburiyon kaa naam ho kar rah gai
'daagh' ke sher javaani mein bhale lagte hain
'mir' ki koi ghazal gaao ki kuchh chain paDe
ab main hudud-e-hosh-o-khirad se guzar gayaa
Thukraao chaahe pyaar karo main nashe mein huun
bazm-e-yaaraan hai ye saaqi mai nahin to gham na kar
kitne hain jo mai-kada bar-dosh hain yaaron ke biich
ye mahal ye maal o daulat sab yahin rah jaaeinge
haath aaegi faqat do gaz zamin marne ke baad
Ghazalग़ज़ल
saamne aankhon ke ghar kaa ghar bane aur TuuT jaae
सामने आँखों के घर का घर बने और टूट जाए
maahaul saazgaar karo main nashe mein huun
माहौल साज़गार करो मैं नशे में हूँ
saanson ki jal-tarang par naghma-e-ishq gaae jaa
साँसों की जल-तरंग पर नग़्मा-ए-इश्क़ गाए जा
kitne jumle hain ki jo ru-posh hain yaaron ke biich
कितने जुमले हैं कि जो रू-पोश हैं यारों के बीच
rah-e-ishq mein gham-e-zindagi ki bhi zindagi safari rahi
रह-ए-इश्क़ में ग़म-ए-ज़िंदगी की भी ज़िंदगी सफ़री रही
ahl-e-dil ke vaaste paighaam ho kar rah gai
अहल-ए-दिल के वास्ते पैग़ाम हो कर रह गई





