"jaam le kar mujh se vo kahta hai apne munh ko pher ru-ba-ru yuun tere mai piine se sharmate hain ham"
Ghamgeen Dehlvi
Ghamgeen Dehlvi
Sherशेर
See all 9 →jaam le kar mujh se vo kahta hai apne munh ko pher
जाम ले कर मुझ से वो कहता है अपने मुँह को फेर
vo lutf uTha.ega safar ka
वो लुत्फ़ उठाएगा सफ़र का
mujhe jo dosti hai us ko dushmani mujh se
मुझे जो दोस्ती है उस को दुश्मनी मुझ से
meri ye aarzu hai vaqt-e-marg
मेरी ये आरज़ू है वक़्त-ए-मर्ग
haath se mere vo piita nahin muddat se sharab
हाथ से मेरे वो पीता नहीं मुद्दत से शराब
kiya badnam ik aalam ne 'ghamgin' pak-bazi men
किया बदनाम इक आलम ने 'ग़मगीं' पाक-बाज़ी में
Popular Sher & Shayari
18 total"vo lutf uTha.ega safar ka ap-apne men jo safar karega"
"mujhe jo dosti hai us ko dushmani mujh se na ikhtiyar hai us ka na mera chara hai"
"meri ye aarzu hai vaqt-e-marg us ki avaz kaan men aave"
"haath se mere vo piita nahin muddat se sharab yaaro kya apni khushi main ne pilana chhoDa"
"kiya badnam ik aalam ne 'ghamgin' pak-bazi men jo main teri tarah se bad-nazar hota to kya hota"
vo lutf uThaaegaa safar kaa
aap-apne mein jo safar karegaa
jaam le kar mujh se vo kahtaa hai apne munh ko pher
ru-ba-ru yuun tere mai piine se sharmaate hain ham
mujhe jo dosti hai us ko dushmani mujh se
na ikhtiyaar hai us kaa na meraa chaaraa hai
meri ye aarzu hai vaqt-e-marg
us ki aavaaz kaan mein aave
haath se mere vo piitaa nahin muddat se sharaab
yaaro kyaa apni khushi main ne pilaanaa chhoDaa
kiyaa badnaam ik aalam ne 'ghamgin' paak-baazi mein
jo main teri tarah se bad-nazar hotaa to kyaa hotaa
Ghazalग़ज़ल
main ne har-chand ki us kuche mein jaanaa chhoDaa
मैं ने हर-चंद कि उस कूचे में जाना छोड़ा
us shoala-ru se jab se miri aankh jaa lagi
उस शो'ला-रू से जब से मिरी आँख जा लगी
us ke kuche mein gayaa main so phir aayaa na gayaa
उस के कूचे में गया मैं सो फिर आया न गया
mukhDaa vo but jidhar karegaa
मुखड़ा वो बुत जिधर करेगा
jo na vahm-o-gumaan mein aave
जो न वहम-ओ-गुमान में आवे
us ki surat kaa tasavvur dil mein jab laate hain ham
उस की सूरत का तसव्वुर दिल में जब लाते हैं हम





