"main ne kab da.ava-e-ilham kiya hai 'taban' likh diya karta huun jo dil pe guzarti jaa.e"

Ghulam Rabbani Taban
Ghulam Rabbani Taban
Sherशेर
See all 23 →main ne kab da.ava-e-ilham kiya hai 'taban'
मैं ने कब दावा-ए-इल्हाम किया है 'ताबाँ'
rah-e-talab men kise arzu-e-manzil hai
रह-ए-तलब में किसे आरज़ू-ए-मंज़िल है
ye chaar din ki rifaqat bhi kam nahin ai dost
ये चार दिन की रिफ़ाक़त भी कम नहीं ऐ दोस्त
aaj kisi ne baton baton men jab un ka naam liya
आज किसी ने बातों बातों में जब उन का नाम लिया
lab-e-nigar ko zahmat na do khuda ke liye
लब-ए-निगार को ज़हमत न दो ख़ुदा के लिए
chhaTe ghubar-e-nazar bam-e-tur aa jaa.e
छटे ग़ुबार-ए-नज़र बाम-ए-तूर आ जाए
Popular Sher & Shayari
46 total"rah-e-talab men kise arzu-e-manzil hai shu.ur ho to safar khud safar ka hasil hai"
"ye chaar din ki rifaqat bhi kam nahin ai dost tamam umr bhala kaun saath deta hai"
"aaj kisi ne baton baton men jab un ka naam liya dil ne jaise Thokar khaa.i dard ne baDh kar thaam liya"
"lab-e-nigar ko zahmat na do khuda ke liye ham ahl-e-shauq zaban-e-nazar samajhte hain"
"chhaTe ghubar-e-nazar bam-e-tur aa jaa.e piyo sharab ki chehre pe nuur aa jaa.e"
ye mai-kada hai kalisaa o khaanqaah nahin
uruj-e-fikr o farogh-e-nazar ki manzil hai
rah-e-talab mein kise aarzu-e-manzil hai
shuur ho to safar khud safar kaa haasil hai
ye chaar din ki rifaaqat bhi kam nahin ai dost
tamaam umr bhalaa kaun saath detaa hai
shabaab-e-husn hai barq-o-sharar ki manzil hai
ye aazmaaish-e-qalb-o-nazar ki manzil hai
nikhar gae hain pasine mein bhiig kar aariz
gulon ne aur bhi shabnam se taazgi paai
manzilein raah mein thiin naqsh-e-qadam ki surat
ham ne muD kar bhi na dekhaa kisi manzil ki taraf
Ghazalग़ज़ल
vo raushni ki ba-qaid-e-sahar nahin ai dost
वो रौशनी कि ब-क़ैद-ए-सहर नहीं ऐ दोस्त
svaad-e-gham mein kahin gosha-e-amaan na milaa
सवाद-ए-ग़म में कहीं गोशा-ए-अमाँ न मिला
ek tum hi nahin duniyaa mein jafaakaar bahut
एक तुम ही नहीं दुनिया में जफ़ाकार बहुत
lutf kaa rabt hai koi na jafaa kaa rishta
लुत्फ़ का रब्त है कोई न जफ़ा का रिश्ता
bahaar aai gul-afshaaniyon ke din aae
बहार आई गुल-अफ़्शानियों के दिन आए
milegaa dard to darmaan ki aarzu hogi
मिलेगा दर्द तो दरमाँ की आरज़ू होगी





