aaj ka khat hi use bheja hai kora lekin
aaj ka khat hi adhura nahin likhkha main ne

Hamid Mukhtar Hamid
Hamid Mukhtar Hamid
Sherशेर
See all 8 →aaj ka khat hi use bheja hai kora lekin
आज का ख़त ही उसे भेजा है कोरा लेकिन
ye jafaon ki saza hai ki tamasha.i hai tu
ये जफ़ाओं की सज़ा है कि तमाशाई है तू
umr hi teri guzar ja.egi un ke hal men
उम्र ही तेरी गुज़र जाएगी उन के हल में
gir na jaa.e tire meyar se andaz-e-huruf
गिर न जाए तिरे मेयार से अंदाज़-ए-हुरूफ़
ye buzurgon ki rava-dari ke pazh-murda gulab
ये बुज़ुर्गों की रवा-दारी के पज़-मुर्दा गुलाब
maqam-e-zabt gham-e-ishq men vo paida kar
मक़ाम-ए-ज़ब्त ग़म-ए-इश्क़ में वो पैदा कर
Popular Sher & Shayari
16 totalye jafaon ki saza hai ki tamasha.i hai tu
ye vafaon ki saza hai ki pa.e-dar huun main
umr hi teri guzar ja.egi un ke hal men
tera bachcha jo savalat liye baiTha hai
gir na jaa.e tire meyar se andaz-e-huruf
yuun kabhi naam bhi tera nahin likhkha main ne
ye buzurgon ki rava-dari ke pazh-murda gulab
abiyari chahte hain in men chingari na rakh
maqam-e-zabt gham-e-ishq men vo paida kar
ki tu khushi ko na tarse tujhe khushi tarse
umr hi teri guzar jaaegi un ke hal mein
teraa bachcha jo savaalaat liye baiThaa hai
ye jafaaon ki sazaa hai ki tamaashaai hai tu
ye vafaaon ki sazaa hai ki pae-daar huun main
aaj kaa khat hi use bhejaa hai koraa lekin
aaj kaa khat hi adhuraa nahin likhkhaa main ne
ye buzurgon ki ravaa-daari ke pazh-murda gulaab
aabiyaari chaahte hain in mein chingaari na rakh
maqaam-e-zabt gham-e-ishq mein vo paidaa kar
ki tu khushi ko na tarse tujhe khushi tarse
mujh se ye pyaas kaa sahraa nahin dekhaa jaataa
roz ab khvaab mein dariyaa nahin dekhaa jaataa
Ghazalग़ज़ल
tapte sahraaon ki saughaat liye baiThaa hai
तपते सहराओं की सौग़ात लिए बैठा है
maaal-e-dil ke liye aaj yuun khudi tarse
मआल-ए-दिल के लिए आज यूँ ख़ुदी तरसे
apni taqdir kaa shikva nahin likhkhaa main ne
अपनी तक़दीर का शिकवा नहीं लिख्खा मैं ने
poshida ajab ziist kaa ik raaz hai mujh mein
पोशीदा अजब ज़ीस्त का इक राज़ है मुझ में
ek insaan huun insaan kaa parastaar huun main
एक इंसान हूँ इंसाँ का परस्तार हूँ मैं
chaahe kuchh ho zer-e-ehsaan apni naadaari na rakh
चाहे कुछ हो ज़ेर-ए-एहसाँ अपनी नादारी न रख





