jidhar bhi jaata hai vo shola-e-bahar-sarisht
dua.en deta hai amboh-e-kushtgan us ko

Ishrat Zafar
Ishrat Zafar
Sherशेर
See all 8 →jidhar bhi jaata hai vo shola-e-bahar-sarisht
जिधर भी जाता है वो शोला-ए-बहार-सरिश्त
mire kamre ki divaron men aise aa.ine bhi hain
मिरे कमरे की दीवारों में ऐसे आइने भी हैं
chashma-e-ab-e-ravan hai jo sarab-e-jan men
चश्मा-ए-आब-ए-रवाँ है जो सराब-ए-जाँ में
vo ik lamha jo tere qurb ki khushbu se hai raushan
वो इक लम्हा जो तेरे क़ुर्ब की ख़ुशबू से है रौशन
mire aqab men hai avaza-e-numu ki guunj
मिरे अक़ब में है आवाज़ा-ए-नुमू की गूँज
vo mere raaz mujh men chahta hai munkashif karna
वो मेरे राज़ मुझ में चाहता है मुन्कशिफ़ करना
Popular Sher & Shayari
16 totalmire kamre ki divaron men aise aa.ine bhi hain
ki jin ke paas har shakhs apna chehra chhoD jaata hai
chashma-e-ab-e-ravan hai jo sarab-e-jan men
us ki har lahr men raqsan hai tarannum tera
vo ik lamha jo tere qurb ki khushbu se hai raushan
ab is lamhe ko paband-e-salasil chahta huun main
mire aqab men hai avaza-e-numu ki guunj
hai dasht-e-jan ka safar kamyab apni jagah
vo mere raaz mujh men chahta hai munkashif karna
mujhe mere ghane saa.e men tanha chhoD jaata hai
mire aqab mein hai aavaaza-e-numu ki guunj
hai dasht-e-jaan kaa safar kaamyaab apni jagah
vo mere raaz mujh mein chaahtaa hai munkashif karnaa
mujhe mere ghane saae mein tanhaa chhoD jaataa hai
jidhar bhi jaataa hai vo shola-e-bahaar-sarisht
duaaein detaa hai amboh-e-kushtgaan us ko
chashma-e-aab-e-ravaan hai jo saraab-e-jaan mein
us ki har lahr mein raqsaan hai tarannum teraa
vo ik lamha jo tere qurb ki khushbu se hai raushan
ab is lamhe ko paaband-e-salaasil chaahtaa huun main
chaar jaanib chikhti samton kaa shor
haanpte saae thakan aur inhitaat
Ghazalग़ज़ल
chaaron taraf khalaa mein hai gahraa ghubaar saa
चारों तरफ़ ख़ला में है गहरा ग़ुबार सा
saahil pe samundar ke kuchh der Thahar jaaun
साहिल पे समुंदर के कुछ देर ठहर जाऊँ
falak ne bheje hain kyaa jaane kis vasile se
फ़लक ने भेजे हैं क्या जाने किस वसीले से
na sail-e-rang na sayyaara maahtaab miraa
न सैल-ए-रंग न सय्यारा माहताब मिरा
har rag-e-khaar ki tahvil mein khuun hai meraa
हर रग-ए-ख़ार की तहवील में ख़ूँ है मेरा
har ek ahd mein jo sangsaar hotaa rahaa
हर एक अहद में जो संगसार होता रहा





