"ye khule khule se gesu inhen laakh tu sanvare mire haath se sanvarte to kuchh aur baat hoti"
Kaifi Wijdani
Kaifi Wijdani
Sherशेर
See all 10 →ye khule khule se gesu inhen laakh tu sanvare
ये खुले खुले से गेसू इन्हें लाख तू सँवारे
sirf darvaze talak ja ke hi lauT aaya huun
सिर्फ़ दरवाज़े तलक जा के ही लौट आया हूँ
khud hi uchhalun patthar khud hi sar par le luun
ख़ुद ही उछालूँ पत्थर ख़ुद ही सर पर ले लूँ
bacha liya tiri khushbu ke farq ne varna
बचा लिया तिरी ख़ुश्बू के फ़र्क़ ने वर्ना
basti men gharibon ki jahan aag lagi thi
बस्ती में ग़रीबों की जहाँ आग लगी थी
tamam-shahr jise chhoDne ko aaya hai
तमाम-शहर जिसे छोड़ने को आया है
Popular Sher & Shayari
20 total"sirf darvaze talak ja ke hi lauT aaya huun aisa lagta hai ki sadiyon ka safar kar aaya"
"khud hi uchhalun patthar khud hi sar par le luun jab chahun suune mausam se manzar le luun"
"bacha liya tiri khushbu ke farq ne varna main tere vahm men tujh se lipaTne vaala tha"
"basti men gharibon ki jahan aag lagi thi sunte hain vahan ek naya shahr basega"
"tamam-shahr jise chhoDne ko aaya hai vo shakhs kitna akela safar pe niklega"
zamin ke zakhm samundar to bhar na paaegaa
ye kaam dida-e-tar tujh ko saunpnaa hogaa
tu ik qadam bhi jo meri taraf baDhaa detaa
main manzilein tiri dahliz se milaa detaa
tamaam shahr jise chhoDne ko aaya hai
vo shakhs kitnaa akelaa safar pe niklegaa
ye khule khule se gesu inhein laakh tu sanvaare
mire haath se sanvarte to kuchh aur baat hoti
sirf darvaaze talak jaa ke hi lauT aayaa huun
aisaa lagtaa hai ki sadiyon kaa safar kar aayaa
khud hi uchhaalun patthar khud hi sar par le luun
jab chaahun suune mausam se manzar le luun
Ghazalग़ज़ल
phir ek baar tiraa tazkira nikal aayaa
फिर एक बार तिरा तज़्किरा निकल आया
jab khema-zano! zor havaaon kaa ghaTegaa
जब ख़ेमा-ज़नो! ज़ोर हवाओं का घटेगा
aaina thaa to jo chehra thaa miraa apnaa thaa
आइना था तो जो चेहरा था मिरा अपना था
khud hi uchhaalun patthar khud hi sar par le luun
ख़ुद ही उछालूँ पत्थर ख़ुद ही सर पर ले लूँ
vo aaj lauT bhi aae to is se kyaa hogaa
वो आज लौट भी आए तो इस से क्या होगा
khud se milne ke liye khud se guzar kar aayaa
ख़ुद से मिलने के लिए ख़ुद से गुज़र कर आया





