vo tapish hai ki jal uThe saa.e
dhuup rakkhi thi sa.eban men kya
Khalida Uzma
Khalida Uzma
Sherशेर
See all 8 →vo tapish hai ki jal uThe saa.e
वो तपिश है कि जल उठे साए
idhar udhar ke suna.e hazar afsane
इधर उधर के सुनाए हज़ार अफ़्साने
chale aate hain be-mausam ki barish ki tarah aansu
चले आते हैं बे-मौसम की बारिश की तरह आँसू
ziist aur maut ka akhir ye fasana kya hai
ज़ीस्त और मौत का आख़िर ये फ़साना क्या है
ki mire baa'd qatl se tauba
की मिरे ब'अद क़त्ल से तौबा
basi hai sukhe gulabon ki baat sanson men
बसी है सूखे गुलाबों की बात साँसों में
Popular Sher & Shayari
16 totalidhar udhar ke suna.e hazar afsane
dilon ki baat sunane ka hausla na hua
chale aate hain be-mausam ki barish ki tarah aansu
basa-auqat rone ka sabab kuchh bhi nahin hota
ziist aur maut ka akhir ye fasana kya hai
umr kyuun hasb-e-zarurat nahin di ja sakti
ki mire baa'd qatl se tauba
akhiri tiir tha kaman men kya
basi hai sukhe gulabon ki baat sanson men
koi khayal kisi yaad ke hisar men hai
ki mire baa'd qatl se tauba
aakhiri tiir thaa kamaan mein kyaa
idhar udhar ke sunaae hazaar afsaane
dilon ki baat sunaane kaa hausla na huaa
chale aate hain be-mausam ki baarish ki tarah aansu
basaa-auqaat rone kaa sabab kuchh bhi nahin hotaa
ziist aur maut kaa aakhir ye fasaana kyaa hai
umr kyuun hasb-e-zarurat nahin di jaa sakti
basi hai sukhe gulaabon ki baat saanson mein
koi khayaal kisi yaad ke hisaar mein hai
haqiqatein to aTal hain badal nahin saktin
magar kisi ki tasalli se hausla huaa hai
Ghazalग़ज़ल
jo kaarvaan mein hai shaamil na rahguzaar mein hai
जो कारवाँ में है शामिल न रहगुज़ार में है
savaad-e-gham ho yaa bazm-e-tarab kuchh bhi nahin hotaa
सवाद-ए-ग़म हो या बज़्म-ए-तरब कुछ भी नहीं होता
sar chhupaane ke liye chhat nahin di jaa sakti
सर छुपाने के लिए छत नहीं दी जा सकती
chaman kaa haal sunaao ki raat kaT jaae
चमन का हाल सुनाओ कि रात कट जाए
hamaare saath ajab hi muaamla huaa hai
हमारे साथ अजब ही मुआमला हुआ है
vo jis kaa saath nibhaane kaa hausla na huaa
वो जिस का साथ निभाने का हौसला न हुआ





