tarikh-e-ka.enat-e-ibadat junun se hai
unvan-e-aql-o-hosh hai divangi ki baat

Payam Fatehpuri
Payam Fatehpuri
Sherशेर
See all 7 →tarikh-e-ka.enat-e-ibadat junun se hai
तारीख़-ए-काएनात-ए-इबादत जुनूँ से है
sukun de na sakin rahaten zamane ki
सुकून दे न सकीं राहतें ज़माने की
ajiib shai hai tasavvur ki kar-farma.i
अजीब शय है तसव्वुर की कार-फ़रमाई
nafas nafas pe yahan rahmaton ki barish hai
नफ़स नफ़स पे यहाँ रहमतों की बारिश है
malamaton se junun men na kuchh kami aa.i
मलामतों से जुनूँ में न कुछ कमी आई
khushi visal ki ab hai na ranj-e-tanha.i
ख़ुशी विसाल की अब है न रंज-ए-तन्हाई
Popular Sher & Shayari
14 totalsukun de na sakin rahaten zamane ki
jo niind aa.i tire gham ki chhanv men aa.i
ajiib shai hai tasavvur ki kar-farma.i
hazar mahfil-e-rangin sharik-e-tanha.i
nafas nafas pe yahan rahmaton ki barish hai
hai bad-nasib jise zindagi na raas aa.i
malamaton se junun men na kuchh kami aa.i
jarahaton se baDhi zakhm-e-dil ki ra.ana.i
khushi visal ki ab hai na ranj-e-tanha.i
ye kis maqam pe mujh ko hayat le aa.i
sukun de na sakin raahatein zamaane ki
jo niind aai tire gham ki chhaanv mein aai
ajiib shai hai tasavvur ki kaar-farmaai
hazaar mahfil-e-rangin sharik-e-tanhaai
nafas nafas pe yahaan rahmaton ki baarish hai
hai bad-nasib jise zindagi na raas aai
malaamaton se junun mein na kuchh kami aai
jaraahaton se baDhi zakhm-e-dil ki raanaai
khushi visaal ki ab hai na ranj-e-tanhaai
ye kis maqaam pe mujh ko hayaat le aai
phailaa fazaa mein naghma-e-zanjir-e-marhabaa
zindaan mein ghuT ke rah na saki zindagi ki baat
Ghazalग़ज़ल
agar tark-e-taalluq kar bhi lete ham to kyaa hotaa
अगर तर्क-ए-तअ'ल्लुक़ कर भी लेते हम तो क्या होता
baghair tere hon maah-o-anjum ki shisha-o-jaam bujh gae hain
बग़ैर तेरे हों माह-ओ-अंजुम कि शीशा-ओ-जाम बुझ गए हैं
tesha-e-ishq ne toDaa hai har ik sang-e-giraan
तेशा-ए-इश्क़ ने तोड़ा है हर इक संग-ए-गिराँ
phir gudaaz-e-ishq se jalne lage daagh-e-nihaan
फिर गुदाज़-ए-इश्क़ से जलने लगे दाग़-ए-निहाँ
hosh mein aaein to kyaa hosh mein aae na bane
होश में आएँ तो क्या होश में आए न बने
har ik naqsh-e-qadam sham-e-farozaan hotaa jaataa hai
हर इक नक़्श-ए-क़दम शम-ए-फ़रोज़ाँ होता जाता है





