"gham-e-jahan ke taqaze shadid hain varna junun-e-kucha-e-dildar ham bhi rakhte hain"

Qabil Ajmeri
Qabil Ajmeri
Sherशेर
See all 31 →gham-e-jahan ke taqaze shadid hain varna
ग़म-ए-जहाँ के तक़ाज़े शदीद हैं वर्ना
kitne shorida-sar mohabbat men
कितने शोरीदा-सर मोहब्बत में
khud tumhen chak-e-gareban ka shu.ur aa ja.ega
ख़ुद तुम्हें चाक-ए-गरेबाँ का शुऊर आ जाएगा
tum ko bhi shayad hamari justuju karni paDe
तुम को भी शायद हमारी जुस्तुजू करनी पड़े
ye gardish-e-zamana hamen kya miTa.egi
ये गर्दिश-ए-ज़माना हमें क्या मिटाएगी
kuchh der kisi zulf ke saa.e men Thahar jaa.en
कुछ देर किसी ज़ुल्फ़ के साए में ठहर जाएँ
Popular Sher & Shayari
62 total"kitne shorida-sar mohabbat men ho ga.e kucha-e-sanam ki khaak"
"khud tumhen chak-e-gareban ka shu.ur aa ja.ega tum vahan tak aa to jaao ham jahan tak aa ga.e"
"tum ko bhi shayad hamari justuju karni paDe ham tumhari justuju men ab yahan tak aa ga.e"
"ye gardish-e-zamana hamen kya miTa.egi ham hain tavaf-e-kucha-e-janan kiye hue"
"kuchh der kisi zulf ke saa.e men Thahar jaa.en 'qabil' gham-e-dauran ki abhi dhuup kaDi hai"
rang-e-mahfil chaahtaa hai ik mukammal inqalaab
chand shamon ke bhaDakne se sahar hoti nahin
raasta hai ki kaTtaa jaataa hai
faasla hai ki kam nahin hotaa
ab ye aalam hai ki gham ki bhi khabar hoti nahin
ashk bah jaate hain lekin aankh tar hoti nahin
ham badalte hain rukh havaaon kaa
aae duniyaa hamaare saath chale
tum na maano magar haqiqat hai
ishq insaan ki zarurat hai
vaqt kartaa hai parvarish barson
haadisa ek dam nahin hotaa
Ghazalग़ज़ल
talab ki aag kisi shoala-ru se raushan hai
तलब की आग किसी शो'ला-रू से रौशन है
jahaan-e-aarzu aavaaz hi aavaaz hotaa hai
जहान-ए-आरज़ू आवाज़ ही आवाज़ होता है
aalam-e-soz-e-tamannaa be-karaan karte chalo
आलम-ए-सोज़-ए-तमन्ना बे-कराँ करते चलो
ba-qadr-e-josh-e-junun taar taar bhi na kiyaa
ब-क़द्र-ए-जोश-ए-जुनूँ तार तार भी न किया
havaadis ham-safar apne talaatum ham-inaan apnaa
हवादिस हम-सफ़र अपने तलातुम हम-इनाँ अपना
hairaton ke silsile soz-e-nihaan tak aa gae
हैरतों के सिलसिले सोज़-ए-निहाँ तक आ गए





