simaTti phailti tanha.i sote jagte dard
vo apne aur mire darmiyan chhoD gaya

Riaz Majeed
Riaz Majeed
Sherशेर
simaTti phailti tanha.i sote jagte dard
सिमटती फैलती तन्हाई सोते जागते दर्द
vaqt khush khush kaTne ka mashvara dete hue
वक़्त ख़ुश ख़ुश काटने का मशवरा देते हुए
ik ghar bana ke kitne jhamelon men phans ga.e
इक घर बना के कितने झमेलों में फँस गए
isi hujum men laD-bhiD ke zindagi kar lo
इसी हुजूम में लड़-भिड़ के ज़िंदगी कर लो
bad-e-sham aa.e mahak uTThe mira sahn riyaz
बाद-ए-शाम आए महक उट्ठे मिरा सह्न रियाज़
Popular Sher & Shayari
10 totalvaqt khush khush kaTne ka mashvara dete hue
ro paDa vo aap mujh ko hausla dete hue
ik ghar bana ke kitne jhamelon men phans ga.e
kitna sukun be-sar-o-samaniyon men tha
isi hujum men laD-bhiD ke zindagi kar lo
raha na ja.ega duniya se duur ja kar bhi
bad-e-sham aa.e mahak uTThe mira sahn riyaz
be-mahak jhaDiyon se raat ki raani nikle
vaqt khush khush kaaTne kaa mashvara dete hue
ro paDaa vo aap mujh ko hausla dete hue
ik ghar banaa ke kitne jhamelon mein phans gae
kitnaa sukun be-sar-o-saamaaniyon mein thaa
simaTti phailti tanhaai sote jaagte dard
vo apne aur mire darmiyaan chhoD gayaa
isi hujum mein laD-bhiD ke zindagi kar lo
rahaa na jaaegaa duniyaa se duur jaa kar bhi
baad-e-shaam aae mahak uTThe miraa sahn riyaaz
be-mahak jhaaDiyon se raat ki raani nikle
Ghazalग़ज़ल
badal sakaa na judaai ke gham uThaa kar bhi
बदल सका न जुदाई के ग़म उठा कर भी
raat din mahbus apne zaahiri paikar mein huun
रात दिन महबूस अपने ज़ाहिरी पैकर में हूँ
maa'sum khvaahishon ki pashemaaniyon mein thaa
मा'सूम ख़्वाहिशों की पशेमानियों में था
ham falak ke aadmi the saakinaan-e-qarya-e-mahtaab the
हम फ़लक के आदमी थे साकिनान-ए-क़र्या-ए-महताब थे
kaun se jazbaat le kar tere paas aayaa karun
कौन से जज़्बात ले कर तेरे पास आया करूँ
kisi bhi taur tabiat kahaan sambhalne ki
किसी भी तौर तबीअ'त कहाँ सँभलने की





