SHAWORDS

mohabbat but-kade mein chal ke us kaa faisla kar de — Muztar Khairabadi

mohabbat but-kade mein chal ke us kaa faisla kar de
khudaa meraa khudaa hai yaa ye murat hai khudaa meri
Urdu

محبت بت کدے میں چل کے اس کا فیصلہ کر دے
خدا میرا خدا ہے یا یہ مورت ہے خدا میری

Hindi

मोहब्बत बुत-कदे में चल के उस का फ़ैसला कर दे
ख़ुदा मेरा ख़ुदा है या ये मूरत है ख़ुदा मेरी

Muztar Khairabadi
Muztar Khairabadi
Muztar Khairabadi
poet268 quotes