bas ik khana-badoshi hai ki ab tak saath hai apne
ta.ayyush hai tasavvur men bhi ab koi makan rakhna

Abdullah Kamal
Abdullah Kamal
Sherशेर
See all 9 →bas ik khana-badoshi hai ki ab tak saath hai apne
बस इक ख़ाना-बदोशी है कि अब तक साथ है अपने
2 views
main tujh ko jagti ankhon se chhu sakun na kabhi
मैं तुझ को जागती आँखों से छू सकूँ न कभी
vo qayamat thi ki reza reza ho ke uD gaya
वो क़यामत थी कि रेज़ा रेज़ा हो के उड़ गया
chamak de chand ko ThanDak hava ko dil ko umang
चमक दे चाँद को ठंडक हवा को दिल को उमंग
abhi gunah ka mausam hai aa shabab men aa
अभी गुनाह का मौसम है आ शबाब में आ
apne vajud se pare ab
अपने वजूद से परे अब
Popular Sher & Shayari
18 totalmain tujh ko jagti ankhon se chhu sakun na kabhi
miri ana ka bharam rakh le mere khvab men aa
vo qayamat thi ki reza reza ho ke uD gaya
ai zamin varna kabhi ik asman mera bhi tha
chamak de chand ko ThanDak hava ko dil ko umang
udaas qisse ko phir ek shahzada de
abhi gunah ka mausam hai aa shabab men aa
nasha utarne se pahle miri sharab men aa
apne vajud se pare ab
koi bhi rasta nahin hai
vo qayaamat thi ki reza reza ho ke uD gayaa
ai zamin varna kabhi ik aasmaan meraa bhi thaa
aao aaj ham donon apnaa apnaa ghar chun lein
tum navaah-e-dil le lo khitta-e-badan meraa
main tujh ko jaagti aankhon se chhu sakun na kabhi
miri anaa kaa bharam rakh le mere khvaab mein aa
ik musalsal jang thi khud se ki ham zinda hain aaj
zindagi ham teraa haq yuun bhi adaa karte rahe
apne vajud se pare ab
koi bhi raasta nahin hai
bas ik khaana-badoshi hai ki ab tak saath hai apne
taayyush hai tasavvur mein bhi ab koi makaan rakhnaa
Ghazalग़ज़ल
itnaa yaqin rakh ki gumaan baaqi rahe
इतना यक़ीन रख कि गुमाँ बाक़ी रहे
lafzon mein ik nae safar kaa kartaa hai aaghaaz badan
लफ़्ज़ों में इक नए सफ़र का करता है आग़ाज़ बदन
apni aankhon ko umidon se sajaae rakhnaa
अपनी आँखों को उमीदों से सजाए रखना
us ki jaam-e-jam aankhein shisha-e-badan meraa
उस की जाम-ए-जम आँखें शीशा-ए-बदन मेरा
khush-shanaasi kaa sila karb kaa sahraa huun main
ख़ुश-शनासी का सिला कर्ब का सहरा हूँ मैं
apne hone kaa ik ik pal tajraba karte rahe
अपने होने का इक इक पल तजरबा करते रहे





