mujhe zindagi ki dua dene vaale
hansi aa rahi hai tiri sadgi par

Gopal Mittal
Gopal Mittal
Sherशेर
See all 9 →mujhe zindagi ki dua dene vaale
मुझे ज़िंदगी की दुआ देने वाले
fitrat men aadmi ki hai mub.ham sa ek khauf
फ़ितरत में आदमी की है मुबहम सा एक ख़ौफ़
kya kijiye kashish hai kuchh aisi gunah men
क्या कीजिए कशिश है कुछ ऐसी गुनाह में
mera saaqi hai baDa dariya-dil
मेरा साक़ी है बड़ा दरिया-दिल
tark-e-ta.alluqat khud apna qusur tha
तर्क-ए-तअल्लुक़ात ख़ुद अपना क़ुसूर था
khuda gavah ki donon hain dushman-e-parvaz
ख़ुदा गवाह कि दोनों हैं दुश्मन-ए-परवाज़
Popular Sher & Shayari
18 totalfitrat men aadmi ki hai mub.ham sa ek khauf
us khauf ka kisi ne khuda naam rakh diya
kya kijiye kashish hai kuchh aisi gunah men
main varna yuun fareb men aata bahar ke
mera saaqi hai baDa dariya-dil
phir bhi pyasa huun ki sahra huun main
tark-e-ta.alluqat khud apna qusur tha
ab kya gila ki un ko hamari khabar nahin
khuda gavah ki donon hain dushman-e-parvaz
gham-e-qafas ho ki rahat ho ashiyane ki
fitrat mein aadmi ki hai mubham saa ek khauf
us khauf kaa kisi ne khudaa naam rakh diyaa
mujhe zindagi ki duaa dene vaale
hansi aa rahi hai tiri saadgi par
kyaa kijiye kashish hai kuchh aisi gunaah mein
main varna yuun fareb mein aataa bahaar ke
meraa saaqi hai baDaa dariyaa-dil
phir bhi pyaasaa huun ki sahraa huun main
tark-e-taalluqaat khud apnaa qusur thaa
ab kyaa gila ki un ko hamaari khabar nahin
khudaa gavaah ki donon hain dushman-e-parvaaz
gham-e-qafas ho ki raahat ho aashiyaane ki
Ghazalग़ज़ल
ik chheD thi jafaaon kaa teri gila na thaa
इक छेड़ थी जफ़ाओं का तेरी गिला न था
svaang ab tark-e-mohabbat kaa rachaayaa jaae
स्वाँग अब तर्क-ए-मोहब्बत का रचाया जाए
rangini-e-havas kaa vafaa naam rakh diyaa
रंगीनी-ए-हवस का वफ़ा नाम रख दिया
svaang ab tark-e-mohabbat kaa rachaayaa jaae
स्वाँग अब तर्क-ए-मोहब्बत का रचाया जाए
shaadaan na ho gar mujh pe kaDaa vaqt paDaa hai
शादाँ न हो गर मुझ पे कड़ा वक़्त पड़ा है
kis ko hai husn-e-khudaa-daad kaa daavaa dekhein
किस को है हुस्न-ए-ख़ुदा-दाद का दावा देखें





