"jaan se ho ga.e badan khali jis taraf tu ne aankh bhar dekha"

Khwaja Meer Dard
Khwaja Meer Dard
Sherशेर
See all 65 →jaan se ho ga.e badan khali
जान से हो गए बदन ख़ाली
dil bhi ai 'dard' qatra-e-khun tha
दिल भी ऐ 'दर्द' क़तरा-ए-ख़ूँ था
tohmat-e-chand apne zimme dhar chale
तोहमत-ए-चंद अपने ज़िम्मे धर चले
hamen to baagh tujh bin khana-e-matam nazar aaya
हमें तो बाग़ तुझ बिन ख़ाना-ए-मातम नज़र आया
'dard' kuchh ma.alum hai ye log sab
'दर्द' कुछ मालूम है ये लोग सब
dard-e-dil ke vaste paida kiya insan ko
दर्द-ए-दिल के वास्ते पैदा किया इंसान को
Popular Sher & Shayari
130 total"dil bhi ai 'dard' qatra-e-khun tha ansuon men kahin gira hoga"
"tohmat-e-chand apne zimme dhar chale jis liye aa.e the ham kar chale"
"hamen to baagh tujh bin khana-e-matam nazar aaya idhar gul phaDte the jaib roti thi udhar shabnam"
"'dard' kuchh ma.alum hai ye log sab kis taraf se aa.e the kidhar chale"
"dard-e-dil ke vaste paida kiya insan ko varna taa.at ke liye kuchh kam na the karr-o-bayan"
nahin shikva mujhe kuchh bevafaai kaa tiri hargiz
gilaa tab ho agar tu ne kisi se bhi nibhaai ho
zindagi hai yaa koi tufaan hai!
ham to is jiine ke haathon mar chale
sair kar duniyaa ki ghaafil zindagaani phir kahaan
zindagi gar kuchh rahi to ye javaani phir kahaan
tar-daamani pe shaikh hamaari na jaaiyo
daaman nichoD dein to farishte vazu karein
aziyyat musibat malaamat balaaein
tire ishq mein ham ne kyaa kyaa na dekhaa
dard-e-dil ke vaaste paidaa kiyaa insaan ko
varna taaat ke liye kuchh kam na the karr-o-bayaan
Ghazalग़ज़ल
baagh-e-jahaan ke gul hain yaa khaar hain to ham hain
बाग़-ए-जहाँ के गुल हैं या ख़ार हैं तो हम हैं
ham tujh se kis havas ki falak justuju karein
हम तुझ से किस हवस की फ़लक जुस्तुजू करें
mujhe dar se apne tu Taale hai ye bataa mujhe tu kahaan nahin
मुझे दर से अपने तू टाले है ये बता मुझे तू कहाँ नहीं
qatl-e-aashiq kisi maashuq se kuchh duur na thaa
क़त्ल-ए-आशिक़ किसी मा'शूक़ से कुछ दूर न था
tujhi ko jo yaan jalva-farmaa na dekhaa
तुझी को जो याँ जल्वा-फ़रमा न देखा
ishq har-chand miri jaan sadaa khaataa hai
इश्क़ हर-चंद मिरी जान सदा खाता है





