aise hans hans ke na dekha karo sab ki janib
log aisi hi adaon pe fida hote hain

Majrooh Sultanpuri
Majrooh Sultanpuri
Sherशेर
See all 44 →aise hans hans ke na dekha karo sab ki janib
ऐसे हँस हँस के न देखा करो सब की जानिब
dekh zindan se pare rang-e-chaman josh-e-bahar
देख ज़िंदाँ से परे रंग-ए-चमन जोश-ए-बहार
koi ham-dam na raha koi sahara na raha
कोई हम-दम न रहा कोई सहारा न रहा
shab-e-intizar ki kashmakash men na puchh kaise sahar hui
शब-ए-इंतिज़ार की कश्मकश में न पूछ कैसे सहर हुई
jafa ke zikr pe tum kyuun sambhal ke baiTh ga.e
जफ़ा के ज़िक्र पे तुम क्यूँ सँभल के बैठ गए
main akela hi chala tha janib-e-manzil magar
मैं अकेला ही चला था जानिब-ए-मंज़िल मगर
Popular Sher & Shayari
88 totaldekh zindan se pare rang-e-chaman josh-e-bahar
raqs karna hai to phir paanv ki zanjir na dekh
koi ham-dam na raha koi sahara na raha
ham kisi ke na rahe koi hamara na raha
shab-e-intizar ki kashmakash men na puchh kaise sahar hui
kabhi ik charagh jala diya kabhi ik charagh bujha diya
jafa ke zikr pe tum kyuun sambhal ke baiTh ga.e
tumhari baat nahin baat hai zamane ki
main akela hi chala tha janib-e-manzil magar
log saath aate ga.e aur karvan banta gaya
'majruh' likh rahe hain vo ahl-e-vafaa kaa naam
ham bhi khaDe hue hain gunahgaar ki tarah
dast-e-pur-khun ko kaf-e-dast-e-nigaaraan samjhe
qatl-gah thi jise ham mahfil-e-yaaraan samjhe
main ki ek mehnat-kash main ki tirgi-dushman
subh-e-nau ibaarat hai mere muskuraane se
tishnagi hi tishnagi hai kis ko kahiye mai-kada
lab hi lab ham ne to dekhe kis ko paimaana kahein
paara-e-dil hai vatan ki sarzamin mushkil ye hai
shahr ko viraan yaa is dil ko viraana kahein
bahaane aur bhi hote jo zindagi ke liye
ham ek baar tiri aarzu bhi kho dete
Ghazalग़ज़ल
aa nikal ke maidaan mein do-rukhi ke khaane se
आ निकल के मैदाँ में दो-रुख़ी के ख़ाने से
masarraton ko ye ahl-e-havas na kho dete
मसर्रतों को ये अहल-ए-हवस न खो देते
hamaare baa'd ab mahfil mein afsaane bayaan honge
हमारे बा'द अब महफ़िल में अफ़्साने बयाँ होंगे
junun-e-dil na sirf itnaa ki ik gul pairahan tak hai
जुनून-ए-दिल न सिर्फ़ इतना कि इक गुल पैरहन तक है
Daraa ke mauj-o-talaatum se ham-nashinon ko
डरा के मौज-ओ-तलातुम से हम-नशीनों को
duur duur mujh se vo is tarah khiraamaan hai
दूर दूर मुझ से वो इस तरह ख़िरामाँ है





