Quote
"ka.i faqon men eid aa.i hai aaj tu ho to jaan ham-aghosh"

Taban Abdul Hai
ka.i faqon men eid aa.i hai
कई फ़ाक़ों में ईद आई है
ek bulbul bhi chaman men na rahi ab ki fasal
एक बुलबुल भी चमन में न रही अब की फ़सल
tiri baat laave jo paigham-bar
तिरी बात लावे जो पैग़ाम-बर
tu mil us se ho jis se dil tira khush
तू मिल उस से हो जिस से दिल तिरा ख़ुश
dard-e-sar hai khumar se mujh ko
दर्द-ए-सर है ख़ुमार से मुझ को
kis kis tarah ki dil men guzarti hain hasraten
किस किस तरह की दिल में गुज़रती हैं हसरतें
"ka.i faqon men eid aa.i hai aaj tu ho to jaan ham-aghosh"
"ek bulbul bhi chaman men na rahi ab ki fasal zulm aisa hi kiya tu ne ai sayyad ki bas"
"tiri baat laave jo paigham-bar vahi hai mire haq men ruh-ul-amin"
"tu mil us se ho jis se dil tira khush bala se teri main na-khush huun ya khush"
"dard-e-sar hai khumar se mujh ko jald le kar sharab aa saaqi"
"kis kis tarah ki dil men guzarti hain hasraten hai vasl se ziyada maza intizar ka"
dard-e-sar hai khumaar se mujh ko
jald le kar sharaab aa saaqi
ek bulbul bhi chaman mein na rahi ab ki fasal
zulm aisaa hi kiyaa tu ne ai sayyaad ki bas
jis kaa goraa rang ho vo raat ko khiltaa hai khuub
raushnaai shama ki phiki nazar aati hai subh
mohabbat tu mat kar dil us bevafaa se
dil us bevafaa se mohabbat tu mat kar
jab talak rahe jiitaa chaahiye hanse bole
aadmi ko chup rahnaa maut ki nishaani hai
kis kis tarah ki dil mein guzarti hain hasratein
hai vasl se ziyaada mazaa intizaar kaa